Computer Keyboard Shortcuts Key

Technology Our Technique Key Is Samay Me Computer Logo Ki Need Ban Gaya Hai. Aaj Ke Samay Me Har Kam Computer Se Hi Ho Raha Hai, Ye Kahna Galat Nahi Hoga Ki Human Computer Ka Adi Ho Gaya Hai. Pahle Ke Smay Me Jis Wprk Ko Karne Me Kafi Samay Lagta Tha Vahi Computer Ki Madad Se Vah Kam Minutes Me Ho Jata Hai.

Kisi Bhi Work Ko Computer Se Karne Par Time, Hard Work And Money Saving Hoti Hai. Lekin Aaj Ke Log Puri Tarah Se Computer Par Hi Depend Ho Gaye Hai. Ese Me Sabhi Logo Ko Computer Ki Information Hona Jaruri Hai. Jab Bhi Ham Computer Ka Use Karte Hai To, Mouse Keyboard Ki Help Se Ham Use Instructions Dete Hai, Lekin Bhagvaan Na Kare Computer Par Work Karte Huye Yadi Achanak Se Apka Mouse Kharab Ho Jaye To, Aap Kya Karenge

Mouse Kharab Hone Par Aap Keyboard Shortcut Se Bhi Apne Computer Ko Instructions De Sakte Hai, Halaki Iske Liye Apko Keyboard Shortcut Ke Bare Me Pata Hona Jaruri Hai. Yadi Apko Keyboard Ke In Shortcut Ke Bare Me Pata Hai To Ap Bina Mouse Ke Bhi Badi Asani Se Computer Chala Sakte Hai.

Keyboard Shortcut Ka Use Karne Se Apka Important Time Bhi Baj Jata Hai. Shortcut Ka Use Ka Rap Apne Time Ke Sath Jis Work Ko Aap Kar Rahe Hai Use Bhi Time Se Pahle Pura Kar Sakte Hai. Apke Computer Me Kuchh Esi Shortcut Keys Hoti Hai Jinka Use Aap Email Writing, Document Banate Samay Bahut Requirement Hoti Hai. Inka Use Karne Se Apko Computer Chalane Me Koi Pareshani Nahi Hoti Hai.

Ctrl+Z: Undo :-

Email Type Karne Se Lekar MS Word Par Working Karte Huye Hamse Kuchh N Kuchh Mistake Ho Hi Jati Hai, Apni Mistake Ko Sudharne Ke Liye Hame Use Backspace Ya Delete Se Us Word Ko Remove Karna Padta Hai, Lekin Keyboard Ki Ctrl+Z Shortcut Key Se Aap Ek Kadam Pichhe Ho Jayenge. Hamara Kahne Ka Matlab Apne Jo Type Kiya Hai Vah Ctrl+Z Press Karne Se Undo Ho Jayega. Our Aap Fast Type Kar Sakenge. Undo Ka Matlab One Step Back Jana Hota Hai. Users Word Full Paragraph Ko Ctrl+Z Press Kar Ek Bar Me Hi Delete Kar Sakte Hai.

Ctrl+W:-) Close

Computer Par Jab Bhi Ham Internet Use Karte Hai To Ek Bar Me Hi Browser Me Kai Tabs Open Kar Lete Hai, Lekin Jab Bat Aati Hai Un Tabs Ko Close Karne Ki To Ham Mouse Ki Taraf Jate Hai. Lekin Users Without Mouse Ke Bhi Un Tabs Ko Close Kar Sakte Hai. Iske Liye Apko Ctrl+W Key Se Tabs Ko Close Kar Sakte Hai. Is Keyboard Shortcut Ka Use Kar Users Bina Image Ko Cut Par Click Kiye Hi Vah Ise Direct Close Kar Sakta Hai.

Ctrl+A:-) Select All

Document Me Full Text Ko Ek Sath Select Karne Ke Liye Keyboard Ke Ctrl+A Select All Shortcut Key Ka Use Kiya Jata Hai. Text Ke Sath Complete Files Our Folder Ko Ek Sath Select Karne Ke Liye Bhi Is Key Ka Use Kiya Jata Hai. Is Shortcut Key Ka Use Karne Se Users Ke Kafi Time Bachta Hai. Yahi Kam Yadi Aap Mouse Se Karte Hai To, Usme Kafi Samay Lagta Hai

Ctrl+F:-) Find A Word

Internet Par Work Karte Samay Ya Fir Kisi Document Par Work Karte Samay Users Ko Koi Name Ya Word Search Karna Hai To Vah Ctrl+F Key Ka Use Kar Sakta Hai. Users Find A Word Ka Use Karte Samay Jab Ctrl+F Key Press Karega To Uske Samne Ek Search Box Open Hoga Jisme Vah Us Word Ko Type Kar Inter Kar De Jiske Bad Vah Word Apne Jaha Bhi Likha Hoga Vah Highlight Ho Jayega, Our Users Apna Kam Asani Se Kar Lega.

Alt+Tab ЁЯЩВ Window To Window

Window To Window Jane Ke Liye Users Alt+Tab Key Ka Use Kar Sakte Hai. Sath Hi Ap Is Key Ka Use Kar Asani Se Ek Tab Se Dusre Tab Par Bhi Ja Sakte Hai. Is Shortcut Key Ka Use Kar Ap Easily Tarah Se Apna Work Kar Sakte Hai.

Alt+F4:-) Close The Window

Computer Par Many Windows Open Hone Par Yadi Ap Unhe Close Karna Chahte Hai, To Users Unhe Alt+F4 Key Press Karne Se Pura Kaam Ho Jayega. Users Ko Is Bat Ki Tension Lene Ki Jarurat Nahi Hai Ki Unhone Jo Mater Type Kiya Hai Use Save Nahi Kiya Hai. Computer Band Hone Se Pahle Apko Ek Message Dega Jisme Ap Apne Type Mater Ko Save Kar Sakte Hai.

Ctrl+Esc:-) Open Start Menu

Jab Bhi Users Ko Start Menu Open Karna Hoga To, Aap Ctrl+Esc Key Press Kar Without Mouse Se Hi Start Menu Open Kar Sakte Hai. Users Keyboard Ka Hi Use Karna Chahte Hai ,To Cursor, Tab, Shift + Tab Se Computer Me Start Menu Navigate Kar Sakte Hai.

Win+L:-) Lock Computer

Computer Lock Karne Ke Liye Apko Jyada Pareshan Hone Ki Jarurat Nahi Hai, Users Win+Lkey Ika Use Kar Keyboard Shortcut Se Hi Apna PC Lock Kar Sakte Hai. Jab Aap Ise Again Unlock Karna Chahenge To, Ye Apse User Id And Password Puchhega. Jab Tak Aap Ek Bar Fir Se User Id And Password Nahi Inter Karenge Tab Tak Apka Computer Unlock Nahi Hoga.

Win+I:-) Settings Open

Jab Bhi Aap Computer Ka Use Kar Rahe Ho Our Apko Computer Ki Settings Open Karni Ho, To Aap Win+I Shortcut Key Ka Use Kar Computer Settings Open Kar Sakte Hai.

Win+A:-) Action Center Panel

Win+A Shortcut Key Press Kar Users Action Center Panel Open Kar Sakte Hai. Iske Bad Users Ko Ek Notification Show Hoga Jiske Bad Users Settings Open Kar Sakte Hai.

Win+S:-) Search Windows

Users Jab Bhi Keyboard Shortcut Se Windows And Web Search Karna Chahte Hai To Vah Win+S Ka Use Kar Sakte Hai. Jiske Bad Vah Windows Search Kar Sakte Hai.

F2:-)

Jab Bhi Users Ko Windows Me Kisi Bhi File Rename Karna Ho To, Vah F2 Shortcut Keyboard Ka Use Kar Sakta Hai. Jabki Microsoft Word Me F2 Ka Use File Print Preview Ke Liye Kiya Jata Hai.

F3:-)

Search Box Ko Open Karne Ke Liye F3 Key Ka Use Kiya Jata Hai. Is Shortcut Key Ka Use Kar File Or Folder Ko Bhi Search Kar Sakte Hai. Ms-Dos Me Jab Ham Is Key Ka Use Karte Hai To, Jo Command Hamne Pahle Type Ki Hai Vah Dobara Se Type Ho Jati Hai.

F5:-)

Jab Bhi Hame Apna Computer Refresh Karna Hota Hai To Ham Mouse Ka Use Karte Hai, Lekin Keyboard Shortcut F5 Key Ko Press Kar Ham Apna Computer Refresh Kar Sakte Hai. Power Point Me Is Key Ka Use Karne Se Slide Show Start Ho Jata Hai.

F7:-)

Microsoft Word Me Jab Bhi Users F7 Key Ko Press Karega To Ye Shortcut Key Apke Dvara Kuchh Bhi Type Karte Hai To Spelling Automatic Check Hiti Rahegi.

F11:-)

Internet Browsers Me Full Screen View Dekhne Ke Liye Keyboard Ke F11 Shortcut Key Ka Use Kiya Jata Hai.

Computer Mai Bluetooth on Kaise Kare, How to use Bluetooth on your PC

Computer Screen Record рдХреИрд╕реЗ рдХрд░реЗрдВ, Software рдХреА рдорджрдж рд╕реЗ рдХреИрд╕реЗ рд╕реНрдХреНрд░реАрди рд░рд┐рдХреЙрд░реНрдб рдХрд░реЗрдВ?

Web Browsing And E-Payment Secure Kaise Kare

Mozilla Firefox Kya Hai? Lite Version Kaise Karta Hai Kam

рдХреНрдпрд╛ рдФрд░ рдХреИрд╕реЗ рд╣реЛрддреА рд╣реИ Online Exam

Laptop To Laptop Data Transfer Kaise Karte Hai?

data-full-width-responsive="true">