Dark Mode Kya Hai Kaise Use Kare

Messenger APP Facebook And Instant Messaging App Whatsapp Me Aye Din New Features or Update Ate Rahe Hai. Jo Users Ko Kafi Pasnd Bhi Ate Hai. Is Bar Bhi Kuchh Aisa Hee Hone Wala Hai. Facebook Our Whatsapp Me Ek Naya Dark Mode Feature Aa Raha Hai. Jo Hamare Phone Ki Battery Save Karne Ke Sath Apki Eyes Ko Bhi Aaram Dega.

Kai Users Laptop, Computer Par Browsing Karte Hai To Waha Us Samay Dark Mode Feature Ko Kaise Use Kar Sakte Hai. Aap Badi Asani Se Apne Smartphone Ke Sath Laptop Ya Computer Par Is New Dark Mode Feature Ko Use Kar Sakte Hai.

Dark Mode Feature Ka Use Karne Se Pahle Is Bat Ko Bhi Jan Le Ki Akhir Ye He Kya? Akhir Kis Tarah Yah Feature Apke Ke Liye Beneficial Sabit Hoga.

Google Ne Bhi Is Bat Ko Agreed Kiya Tha Ki Smartphone Dark Mode Par Rakhne Se Phone Ki Battery Saving. Hoti Hai. User Is Bat Ko Jan Le Ki Apke Phone Ki Screen Color Ke Sath Screen Brightness Se Bhi Battery Jaldi Khatm Ho Jati Hai.

Jab Bhi Users Dark Mode Option Select Karta Hai To, (Operating System) OS Or Application Ke Color Ko Change Kar Black Color Me Kar Deta Hai. Dark Mode Features Full Brightness Level Ko Normal Mode Ki Comparison Me 43 Percent Battery Kan Use Karta Hai. Traditional Form Me White Color Ka Use Kiya Jata Tha.

Computer, Laptop Mein Kaise Use Karen Dark Mode :-

Users Computer Ya Laptop Mein Dark Mode Use Karne Ke Liye Google Chrome Ke Canary Version Ka Use Kar Sakte Hai, Halaki Abhi Tak Vah Stable Version Nahi Hua Hai. Abhi Bhi Is Version Par Kai Tarah Se Testing Baki Hai. Lekin In Sab Bato Ke Bavjud Bhi Users Google Chrome Par Extension Ki Help Se Dark Mode Features Ko Use Kar Sakte Hai.

Step By Step :-

Is Features Ko Browser Me Shamil Karne Ke Liye Url Ke Box Me https://chrome.google.com/webstore Enter Kare. Left Side Search Option Extension Name Dark Mode Inter Kare. Extension Ke Open Hote Hi Apke Samne Add To Chrome Option Show Hoga, Jise Click Kare. Is Processing Ke Kuchh Smay Bad Hi Apke Computer Ya Laptop Screen Par Dark Mode Icon Show Hoga. Jiska Aap Easily Tarike Se Use Kar Sakte Hai.

Android Par Dark Mode App Kaise Use Kare ?

Android Operating System Use Karne Vale Users Google Play Store Se Dark Mode App Ko Download Kar Is Feature Ko Use Kar Sakta Hai.

Best Selfie Kaise Lete Hai Tips In Hindi

Roposo-TV Mobile Application Se Kamaye Per Month 10,000 RS

Google Search History Delete Kaise Kare

Google Play Store Par Default Dark Theme For Substratum Available Hai. Jaha Se Users Apne Phone Ki Battery Ke Sath Apni Eyes Ko Save Kar Sakte Hai. Is Feature Ko Active Karne Ke Bad Apke Phone Ki Screen Black Color Ki Ho Jati Hai. Apke Phone Ke Sabhi Text White Karne Ke Sath Kai Text Ka Color Red Ya Yellow Color Klar Deta Hai.

data-full-width-responsive="true">