Gair zaroori Software Kon Se Hai?

Computer par Kisi bhi Vishesh kam ko karne ke liye software ki jarurat hoti hai. Jaise ki Ham Sab Hi Jante Hai ki software computer program ka Hi Ek sangrah hota hai, jo computer ko disha pradan Karte Hai, Ki unhen Kya Kam karna hai aur kaise karna hai. Hamare aur computer ke bich software interface ka kam Karte Hai. software nirdesho ko sat karte Hai aur hardware ko command dene ke liye upyog mein leye Jaate Hai, Jiske dwara Hame Hamari ichcha anusar output Milte Hai.

Software kya hai? (what is software in Hindi)

Computer Ko Kisi bhi Vishesh Karya ko pura karne ke liye Diye Gaye Disha nirdesh hai, jo software ke nirdesh, program ka samuh Hote Hai. software Hame computer per kam karne ki Shamta ko pradan Karte Hai. software Ke Bina computer hardware ka sirf ek Khali box ke Jaisa Hai.

software Ko Na To Ham Aankho Se dekh sakte Hai aur na hi ise ham Chhu sakte Hai, Kyunki software ka koi bhautik Astitv Nahi Hota Hai, yah sirf ek Abhas karne wali Vastu hai jisse sirf Samjha Ja sakta hai.

Market mein kai Shape and form me software aa gaye hai, lekin Sabhi Hamare liye upyogi ho yah Jaruri To Nahi Hai, Lekin aapko Sabhi Tarah Ke software ke bare mein Jankari Hona aur Unko samajhna bahut hi Jaruri hota hai. aaj Ham aapko Kuchh Aise hi Rochak software ke bare mein batayenge Jiske bare mein aap shayad hi Jante Hai.

Beggar Ware Software kya hai?

Beggar Ware Software Yah free software hai, jo future ke development ke liye fund donation per depend rahte Hai. yah software Bagger ware ka Nirmata Free aur function version ko release karta hai, aur ismein Sudhar karne ke liye apni ichcha se Dan karne ki permission deta hai. is software ko freeware ki sabse sudhari Hui term bhi Mana jata hai.

Example :-

Air Snare Software kya hai ?

Yah Ek free security software hai, jo Windows per Apna Kam karta hai, Sath hi yah Hamare network ko monitor bhi karta hai. Air Snare Software Hame batata Hai Ki network ko Kisi Ne Bhi wireless tarike se use to nahi kiya hai, aur yah uski all activity ke bare mein bhi darshata hai aur unhen Warning bhi bhejta hai. Laltu developers name is software ko free Rakha Hai Lekin is program Ko Aage viksit karne ke liye vah donation ki request Karte Hai.

Care Ware Software :-

Care Ware Ek esa software application hai, jise Dan aur Charity mein madad karne ke liye Bataya jata hai. Care Ware software business ya FIR delivery model ko work Mein Lekar Charity ke Funds Generate karne mein Kafi madad karta hai.

Example :-

VIM Ek open source text editor ek he hai, jo Puri tarike se free hai. Is per user Uganda Ke Zaroorat Man bacchon Ki madad karne ke liye prerit karta hai. bacchon ki madad ke liye prerit karne ke liye yah International child care fund Ka Sahara leta hai.

Share ware :-

Limited format Mein free mein Share ware ko distributed Kiya jata hai. Iske full version trial period ke liye distribute kiye Jaate Hai, lekin ismein Sabhi features on Nahi rahte Hai.

Example :-

Stuffit naam ka ek Share ware software ko developers ne Files ke Compression and acaiive ready karne ke liye Kiya Hai. yah Mac or Windows per kam karta hai. utility ke dwara kam Mein liye Gaye format ko stufit Kahate Hai.

Dribble wear :-

Dribble where Aise software product Hai, jinmen bahut Sare chote update, release or Patches ko kam mein Lena Hota Hai, Inki release process Mein uses ko lagatar updates Milte Rehte Hai.

Example :-

Apple Ne 1994 aur 1996 ke beech ek COOP LAND OS Developed kiya tha. OS package ko pura karne ke liye Iske developers Kafi Sangharsh kar rahe the. Jiske Bad apple ne ek Bada nirnay lete Hue Iske Kai Tukde Kar diye aur ise kai Tukdon Mein release Kiya jayega.

Human ware software :-

Ise aksham Logon ki help karne ke liye design Kiya gaya hai. Ismein physical interface aur Khaas visual ko Ready Kiya jata hai, taxi users Ki Har Tarah Se madad karne ki koshish ki Ja sake.

Example :-

Hardware system designing aksham Logon ke liye majbut example hai. Is Tarah Ke Logon ki jarurat ko pura karne ke liye yah system khaskar design kiye Jaate Hai. Vishesh kar Aankhon Se Na Dekh pane wale logo ke liye khash future Pesh Kiya gaya hai.

Shoveware software :-

Kai software developers aalsi Hote Hai, jabki Sabhi software developers committed nahi hote hai. Jinhe Shovel Ware Ke naam se Jana jata hai. Inko taiyar karne ke bad inke function aur quality per bilkul bhi Dhyan nahi diya jata hai, smartphone aur laptop per inhen Preloaded Aasani se kar sakte Hai.

Example :-

Apane bahut Sare kharab quality aur kam budget ke kai Sare game Dekhe Honge, inhen sirf ISI liye release Kiya Jata Hai Ki Kai Grahak inhen directly khareed Lenge.

Bloatware software :-

Bahut sari Ram aur memory ka use karte hue Bloatware software Gair Jaruri features ke sath device Mein Aate Hai. Is software ko new PC per Pre installed program ke liye use Kiya jata hai. Yah bahut jyada hi Limited trial aur light varjan Hote Hai, jinhen customer ko featured version kharidne ke liye prerit karne ke liye hi design Kiya jata hai.

Example :-

Lenovo systems mein 2014 main Visual discovery bloatware pre-installed Aata tha. yah Uses ki login details ke sath personal data ko bhi Collect kar sakta tha.

Without Software Pendrive Ka Password Kaise Set Kare

Computer Screen Record कैसे करें, Software की मदद से कैसे स्क्रीन रिकॉर्ड करें?

Pen Drive का Data कैसे Recovery करें, डाटा रिकवर करने वाला

Linux kya hai, Free Mein Download Kaise Kare?

VPN Kya Hai , Data Secure Kaise Kiya Jata Hai ?

data-full-width-responsive="true">