Indian Government Ne Goods And Services Tax System Ke Under Difficult Processes Ko Karne Ke Liye GST Suvidha Center Open Kiya Hai. Jaha Par Sabhi Ko GST Related Services Provided Ki Jati Hai. Business man And Industrialist Isme Edd Hote Hai. GST Facility Dene Vali Companies Ke Jariye Ise Open Kiya Gaya Hai. Isme Franchise Liya Jata Hai. Is Facility Me GST Related Problem Solution Kiya Jata Hai, Tatha Isme Fee Earned Ki Jati Hai.
Aaj Ham Apko Batayenge Ki GST Suvidha Kendra Kya Hai? Gst Suvidha Kendra Kholne Ke Liye Kya Kare? Gst Suvidha Kendra Ki Avashyakta Kyo Hai? GST Suvidha Center Ke Liye Aavedan Kese Kare? Gst Suvidha Kendra Kholne Ke Liye Kitne Paise Lagte Hai? Aaj Apko In Sabhi Questions Ke Answer Mil Jayenge.
GST Suvidha Kendra Kya Hai?
Goods And Services Tax System Ke Under Jo Log Registered Hai, Unhe GST Services ME GST Return, GST Payment, GST Refund KARNE ME KAFI Problem Hua Karti Thi. In Problem Ke Solution Ke Liye Government Ne GST Suvidha Kendra Ki Shuruat Ki Hai. GST Suvidha Kendra Central Indirect Tax And Board Of Customs(CBEC) Ne February 2017 Me Start Kiya Tha. Us Smay Around 8000 GST Service Centers Ko Open Kiya Gaya Tha. GST Suvidha Kendra GST Se Related Har Chij Ke Liye One-Stop Facility Ke Rup Me Work Karta Hai.
GST Suvidha Kendra Ki Avashyakta Kyo Hai?
GST Suvidha Kendra Ka Purpose India Ko Old Tax System New Tax System GST (Goods And Services Tax) Me Change Karna Hai. Ab All Country GST-Registered Hai. Sabhi Ko GST Migration And GST Return Filing Rules Ko Follow Karna Hoga. Kuchh Time Pahle Sabhi Taxpayers Ko Kafi Problems Ko Face Karna Hota Tha. Jise Khatm Karne Ke Liye Government Ne Central Indirect Tax And Board Of Customs Ki Help Se GST Suvidha Kendra Ko Start Kiya, Jiske Bad Sabhi Tax Payers Ko Kafi Facility Mili Hai.
GST Suvidha Kendra Ke Kaam Kya Hai ?
CBEC Ke Dvara Start Kiye Gaye GST Suvidha Kendra End GST Help Desk Sabhi GST Registered Taxpayer Policies And GST Return Filing Guidance Karne Ke Liye Teyar Hai. GST Suvidha Dene Vale Sabhi Officer Is Bat Ko Sure Karte Hai, Ki GST-Registered Taxpayer Ke Sabhi Questions Or Issues Ko Unhe Har Sthiti Me Solution Karna Hai.
1. GST Suvidha Kendra Ki Help Se Documentation :-
Indian Government Ne Un Logo Ke Liye GST Suvidha Kendra Start Kiya Hai, Jinke Pas Computer Nahi Hai, Sath Hi Jin Logo Ke Pas Computer Hai, Unhe Chalana Nahi Ata Hai.Ese Log GST Network Ke Sath GST Return And Registration Ka GST Verification Ka Labh Nahi Le Pate Hai. Ese Logo Ke Liye Government Ne Different Places Par GST Suvidha Kendra Ko Start Kiya Hai, Taki GST To Taxpayers Ko Kisi Tarah Ki Koi Problem Na Ho.Normal Situation Me GST Registration Only Online Gst Portal Se Kiya Ja Sakta Hai. GST Suvidha Kendra Me Taxpayers Digitizing Documents Uploading Karne Authorized Signatory Duly Signed, Ek Summary Letter Bhi Diya Jata Hai. GST Suvidha Kendra Id And Password Use Kar Taxpayer Ko Receipt Print Out Kar Di Jati Hai.
2. GSC Ki Help Se Returns E-Filing Karna :-
Taxpayer GST Suvidha Kendra Se GST Return Kar Sakta Hai. Is Process Me GST Registration GST Documentation Process Taxpayer GST Return Ke Sabhi Documents Ko Dena Hoga. Documents Uploading Ke Bsad GST Suvidha Kendra Return Filing Karne Ki Responsibility Lega.
GST Suvidha Kendra Se GST Refund Kaise Bhare ?
Goods And Services Tax System Me Refund Process Online GST Portal Par Ki Jati Hai. Lekin Jinhe Iski Information Nahi Hai, Vo GST Suvidha Kendra Se GST Refund Easily Bhar Sakte Hai.
GST Suvidha Kendra Ke Liye Avedan Kaise Kare ?
GST Suvidha Kendra Ke Start Kar Yadi Ap Paise Kamana Chahte Hai, To GST Service Center Franchise Website Se GST Suvidha Kendra Ke Liye Applications De Sakte Hai. Applications Den Eke Liye Apko Kuchh Steps Follow Karne Honge.
1. Sabse Pahle Aap To GST Service Center Franchise Website Open Kare.
2. Home Page Par Jaye.
3. Request Callback Option Par Click Kare.
4. Ab Apke Samne Ek Form Open Hoga, Jaha Apko Name, Mobile Number, Email ID, State And District Name Inter Karna Hoga.
5. Ek Bar Fir Callback Option Par Click Kare.
6. Ab Apko Company Representation Call Kar Franchise Information Denge.
7. GST Suvidha Kendra Ke Start Karne Ke Liye Company Employees Check Karne Ayenge.
8. End Me Apki Eligibility Check Karne Ke Bad Agreement Karna Hoga.
9. Jiske Bad Company Apko GST Suvidha Kendra Ke Start Karne Ke Liye Help Karegi.
GST Suvidha Kendra Kholne Ke Liye Eligibility?
GST Suvidha Kendra Kholne Ke Liye Jaruri Nahi Hai, Ki Apko GST Ka Pura Knowledge Ho. Iske Liye Apko Sirf Basics Required Puri Karni Hoti Hai.
1. Goods And Services Tax System Me GST Suvidha Kendra Kholne Ke Liye Apko GST Ka Knowledge Hona Jaruri Nahi Hai. Halaki Iska Ye Matlab Nahi Hai, Ki Jise GST Ka Matlab Bhi Nahi Pata Vah Bhi GST Suvidha Kendra Khol Sakta Hai. Iske Liye Apka 12th Pass Hona Jaruri Hai.
2. Apko Accountant Ki Complete Information Hona Chahiye, Tabhi Ap Dusro Ko Facility De Payenge.
3. GST Suvidha Kendra Kholne Ke Liye Apke Pas Office Ke Liye 100 – 150 Square Meters Space Hona Chahiye, Jaha Se Ap Logo Ko Suvidha De Sake.
4. Computers, Internet Connections, Printers, Scanners And Morpho Devices Ka Hona Jaruri Hai.
5. Data Entry, And Accounting Karne Ke Liye Knowledgeable People Ko Apko Rakhna Hoga, Jo Logo Ki Problem Ka Solution Kar Sake.
GST Suvidha Kendra Kholne Ke Liye Kitne Paise Lagte Hai?
GST Suvidha Kendra Kholne Ke Liye Apko Sabse Pahle Place Ke Liye Investment Karna Hoga. Our Apko Apne Office Ke Liye Important Saman Kharidna Hoga. Yadi Apko Apne Office Me Staff Rakhna Hai, To Unki Salary Ke Liye Paise Rakhne Honge. Apko GST Suvidha Kendra Kholne Ke Liye Apko 30 To 40 Thousand Rupees Kharch Karne Honge.
GST Suvidha Kendra Kaise Search Kart?
Central Indirect Tax And Board Of Customs (CBIC) Ne All India Me 8000 Se Jyada GST Suvidha Kendra Open Kiye Hai. Office Boundary Division Basis Ke Adhar Par Kiye Jate Hai. Jiske Liye Taxpayer Nearby GST Service Center Se Jud Sakta Hai.
Keen City Me GST Suvidha Kendra Hai ?
1. Delhi Me 202 GST Suvidha Kendra Hai ?
2. Kolkata Me 194 Suvidha Kendra Hai ?
3. Mumbai Me 178 Kendra Hai ?
4. Bangalore Me GST Help Desk Office 50 Hai.
5. Hyderabad Me 70 GST Kendra Hai ?
6. Chennai Me GST Help Desk Ki Number 55 Hai.
7. Pune Me 40 GST Suvidha Kendra Hai.
8. Ahmedabad Me 59 GST Kendra Hai.
Yadi Apko Apne Aas Pas GST Suvidha Kendra Ke Bare Me Search Karna Hai, To Ap Http://Www.Cbic.Gov.In/ Link Open Kar Pata Laga Sakte Hai.
Yadi Apko GST Helpline Number Search Karna Hai, To Ap Is Link Par Ja Sakte Hai.
GST Suvidha Kendra Kaun Chalata Hai ?
Goods And Services Tax Me Government Ne Central Product And Board Of Customs (CBSE) Support Se GST Suvidha Kendra Start Kiye Ja Sakte Hai.
GST Suvidha Kendra Par Bharosa Kyo Kare ?
GST Suvidha Kendra Me GST Taxpayers End Businesses Guidance Ke Alava Easy Solution End Taxpayers Ko GSTR Filing Me Help Hoti Hai. GST Se Pahle Taxpayers Ko All Taxes Se Chhutkara Pane Kqa Ye Ek Fixed Reason Hai.
GST Suvidha Kendra Se Paise Kaise Kamaye ?
Goods And Services Tax System Me Hone Vali Problems Ko Dur Karne Ke Liye CBEC Support Se GST Suvidha Kendra Har Jagay Khole Gaye Hai. GST Suvidha Kendra Me Kam Investment Me Jyada Paise Kamane Ka Chance Mil Sakta Hai. Isme Apko Do Tarah Se Paisa Mil Sakta Hai, Yadi Ap Kisi Company Ke Jariye Karenge To, Apko Commission Milega, Yadi GST Se Extra Features De Kar Bhi Customers Se Additional Fees Lekar Apni Kamai Kar Sakte Hai.
- Sensex Kya Hota Hai ?
- India Mai Janganana (Census of india) Kaise Hoti Hai, Janiye Puri Process
- गलत बैंक अकाउंट में ट्रांसफर हो गए पैसे, तो करे ये काम
- LPG Connection Transfer Kaise Kare? Janiye Puri Process
GST Challan Banane Ke Liye Yadi Customers Apke Pas Aate Hai, To Company Facility Deti Hai, Un Customers Se Rs 300 Fee Lekar Apko 30 To 40% Commission Milta Hai.
Agar Koi New Customers New Gst Number Registration Ke Liye Yate Hai, To Customers Se Company750 Rupye Leti Hai, Our Apko 30 To 40% Commission Milta Hai.
Digital Signature Par Aap Customers Se 650 Rupees Le Sakte Hai, Jisme Apko 20 To 30% Commission Milta Hai.
Koun Si Company GST Suvidha Kendra Provide Karti Hai ?
GST Suvidha Kendra Kholne Ke Liye Apko GST Facilitator (Provider) Ki Permission Lena Jaruri Hai. Kuchh Companies GST Suvidha Kendra Kholne Ke Liye Franchise Karti Hai. Ap Inki Permission Lene Ke Bad GST Suvidha Kendra Open Kar Logo Ko Kai Trah Ki Facility Dene Ke Sath Paise Kama Sakte Hai. GST Facility Provider GST Network Se Connected Hote Hai. Jo Hame Kai Tarah Ki Facility Deti Hai.
Like Some Companies:-
CSC, Vakranj, VK Venture,Vanweek Tech Solution Ye Company Facility Deti Hai. Inke Alava Our Bhi Kai Companya Facility Deti Hai. Jese :- Master GST, Botry Software, Master India End Vape Digital Services Etc. Company Facility Deti Hai.