LPG Connection Transfer Kaise Kare? Janiye Puri Process

Job Worker Ko Aksar Apne Work Ke Karan Apni Location Ko Change Karna Padta Hai. Location Change Hone Ke Bad Hamare Sabhi Document Ko Bhi Change Karvana Hota Hai. Jisme Sabse Jyada Difficult Kam LPJ Connection Transfer Karna Lagta Hai. Kai Logo Ko LPJ Connection Transfer Karna Sabse Mushkil Kam Lagta Hai, Lekin Apko LPJ Connection Transfer Process Pata Hai, To Ap Easily LPJ Connection Transfer Karwa Sakte Hai.

Kai Log Mante Hai Ki LPJ Connection Transfer Karane Me Kafi Problem Create Hoti Hai, Jiske Karan Vah New LPG Connection Le Lete Hai. Aaj Ham Apko Indane, HP, Bharat Gas LPG Connections Transfer Process Ke Bare Me Detailing Me Batayenge. Jiske Bad Ap Easily Tarike Se Apna LPG Connection Transfer Karne Ki Process Kar Sakte Hai.

LPG Ges Connections Transfar Karne Ke Document Kya Hai ?

LPG Ges Connections Transfar Karne Se Pahle Consumer Ko LPG Connections Transfar Document Ke Bare Me Pata Hona Jaruri Hai. Consumer Ko Sabse Pahle Apna Aadhar Card Update Karvana Hoga. Aadhar Card Update Hone Se Apko Other Certificate Ki Requirement Nahi Hogi.

Update Aadhar Card

Voter ID Card

Electricity Bill

Telephone Bill

Passbook Photo Copy

Driving License

Residential Registration Document

Passport Size Photo

Self Declaration Documents

Consumer Ke Pas Ye Sabhi Document Available Hai To Vah Easily Se Apna LPG Ges Connections Transfer Karva Sakte Hai.

LPG Gas Connection Me Address Change Kaise Kare? (Change Of Address In Old Area)

Kai Bar Ek Hi Colony Me Rahne Ke Bad Bhi Ham Apna Home Change Kar Dete Hai. Esi Condition Me Hame Apne LPJ Connection Distributor Se Contact Karna Hoga. Apne Distributor Ko Bataye Ki Apne Old Home Change Kar New House Me Shift Ho Gaye Hai. Our Ap Apna LPG Connection Ka Old Address Change Karvana Chahte Hai, Jiske Liye Distributor Ko Ap New Address Form Feel Kar Unhe De, Sath Me New Address Certificate Bhi Attached Kare.

Yadi Ap Apne Aadhar Card Ko Update Karate Huye Usme Address Change Karva Lete Hai, To Apko Distributor Ko Aadhar Card Ke Alava Our Koi Bhi Document Dene Ki Jarurat Nahi Hai. Consumer Distributor Ko Update Aadhar Card Ke Sath New Address Form Deta Hai To, Asani Se Apka LPG Gas Connection Me Address Change Ho Jayega. Baki Ki Sabhi Detail Gas Company Ke Pas Already Rahti Hi Hai.

LPG Gas Connection Me Distributor Change Kaise Kare ?

LPG Gas Connection Consumer Ko Distributor Change Karvana Hai, To Iski Process Different Hai. Consumer Ko Old Distributor Office Me Registration Ke Smay Mila Hua Subscription Voucher Deposit Karvana Hoga. Distributor Consumer Ko Terminal Voucher Dega, Jisme Consumer Ko New Address Enter Karna Hoga. Voucher Filling Kar Old Distributor Stamp Laga Kar Apko Dega. Consumer Ka Filling Voucher New Gas Agency Ke Pas Jata Hai. 4 To 5 Days Process Ke Bad Consumer Ka Address Our Distributor Change Ho Jata Hai. Ab Consumer Ko Unke New Distributors Se New Address Par Cylinder Delivery Di Jati Hai.

Address/Distributor Change Karne Par Kya LPJ Subsidy Milti Hai ?

Consumer Ko Agency Se New Consumer Number Ke Sath Domestic Gas Consumer Card Diya Jata Hai. Consumer Dhyan Rakhe Ki Apka Aadhar Card Update Hona Chahiye. Consumer Ka Aadhar Card Update Hai, To Unki LPJ Subsidy Band Nahi Ki Jayegi. LPJ Subsidy Consumer Ke Bank Account Me Pahucha Di Jayegi.

City Change Karne Par LPJ Connection Me Distributor/ Address Change Kaise Kare ?

Consumer Ne City Change Ki Hai, To Apko Gas Agency Jakar Domestic Gas Consumer Cards, Subscription Vouchers, Regulators, Cylinders, Transfer Subscription Voucher Ko Deposits Karana Hoga. All Devices Deposit Karne Ke Bad Distributor Terminal Voucher Ready Kar Apko De Diya Jayega. Terminal Voucher Ke Sath Bail Payment Check Or Cash Ke Jariye Kar Diya Jayega. Consumer Ke Bank Account Me Amount Transfer Kar Diya Jayega. Agency Payment Mode Select Karegi.

Consumer Jab New City Me Hote Hai, To Vah Apne Nearby Agency Se Contact Kare. Us Agency Par Apko Terminal Voucher Deposit Karana Hoga. Terminal Voucher Ke Sath Consumer Ko New Address Certificate Bhi Agency Ko Dena Hoga. Investigation Ke Bad New Gas Agency Consumer Ko Regulator And Gas Cylinder Provide Karti Hai. New Agency Par Consumer Ko Security Deposit Karna Hoga. Consumer Check, Cash Ya Net Banking Se Kar Sakte Hai.

Gas Connection Bacho Ka Name Kaise Transfer Kare ?

LPG Consumers Ab Apne Ghar Ke Kisi Bhi Member Ke Name Par Transfer Kara Sakte Hai.Ye Process Very Easy Method Hai. LPG Consumers Apne Family Members Jisnke Name Par Koi Bhi Gas Connection Nahi Hai, Unke Name Se Distributor Ko Request Send Kare. Request Ke Sath Consumers Ko Required Documents Submit Karana Hoga.

Important Documents :-

Transfer KYC (Identity Certificate Jese, Pancard, Aadhar Card)

Address Proof

Original Subscription Vouchers In Your Name (SV), SV Na Hone Par Submit Kare.

Transfer Declaration :-

All Documents Depositing Karne Ke Bad Company KYC Verification Karti Hai. Consumer Ke Address Details Ke Anusar Company Connection Check Karegi.Is Process Ke Bad Distributor Transfer Ke Name Par New Sv Ready Kiya Jayega. Security Deposit Real SV Jitni Hi Hogi. Is All Process Ke Bad Company Apke Bacho Ka Name LPJ Connection Transfer Kar Degi.

Family Ke Mukhiya Ki Death Hone Par :-

Family Ke Mukhiya Ki Death Ho Jati Hai, Our Unke Name Par LPJ Gas Connection Hai, To Legal Varies Ke Name Par Ap LPJ Gas Connection Transfer Kara Sakte Hai. Iske Liye Apko Legal Process Ko Follow Karna Hoga. Pahle Ki Tulna Me Gas Connection Transfer Process Ko Our Bhi Easy Bana Diya Hai. Mukhiya Ki Death Hone Ke Bad Ghar Me Jis Person Ke Name Par LPJ Gas Connection Nahi Hai, Vah Apne Distributor Ko Request Kare.

Important Documents Submit Kare :-

Death Certificate Copy.

KYC Of Successor.

Address Certificate

Real SV Dead Person Ke Name Par Na Hone Par Affidavit Submit Kare. Legal Varies Ke Dvara Di Gai KYC Ko Verify Kiya Jayega, Sath Hi Consumer Ke Transfer Our Address Par Connection Check Kiya Jayega. Yadi Consumer Ki Sabhi Details Sahi Our Unke Name Par Koi Other Connections Nahi Liya Gaya Hai, To Distributor Transfer Ke Name Par Apko New SV Bana Kar Degi. Consumer Is Bat Ka Dhyan Rakhe Ki Security Deposit Real SV Ke Jitna Hi Hogi.

Online चेक करे LPG की सब्सिडी और सिलेंडर

Online Payment Kya Hai ? Janiye Mobile Banking Security Tips

Women Home Based Business Kaise Kare?

केरोसीन सब्सिडी और Atal Pension के लिये आधार अनिवार्य

Part Time Side Business Idea Se Kamaye Jyda Paisa

data-full-width-responsive="true">