Gas Agency Jakar Lijiye LPG Cylinder, Gas Agency Aapko Degi Paise

Jab se India ke Prime Minister Narendra Modi ne ujjwala yojana ki shuruaat ki hai har ghar me ab Gas cylinder mojud hai. Tab se bharat ki sabhi mahilao ke aakho se aasu niklna band ho gaya hai. Kyo ki pahle mahilaye Gas cylinder na hone ki vajah se chulhe par khana bvanati thi lekin ab har ghar cylinder hone se mahilaye kafi khush hai.

Aaj ham apko ek esi bat batayenge jise sunkar mahilao ke sath purush bhi kafi khush ho jayenge. Har ghar cylinder hone se har koi cylinder apne ghar par hi mangvata hoga yane ki lpg gas cylinder ki Home delivery.

Kai Customer is bat se anjan hai ki yadi vah apna LPJ cylinder ki Home delivery nahi karvate hai ap svyam hi use lene jate hai to company apko paese degi. Aaj ham apko batayenge ki yadi ap khud cylinder jayenge to company apko kitna pesa degi.

Sabhi Customer ko sabse pahle ek bat se rubru kara dete hai, ki Gas Agency apko according to rules ke anusar hi pese degi. Iske liye company ne ek rules banaya gaya hai. Jab ap apna Gas cylinder book karte hai to, company usme ek Fix amount ko add kar leti hai. Jiske badle me Gas Agency vale apko Free me cylinder delivery apke ghar par deta hai. Customer sochte hai ki unhe Gas Agency vale Free me cylinderki delivery ghar pardete hai, lekin ap is bat se anjan rahte hai ki Gas Agency vale usi samay apke Bill me Home delivery charge ko add kar dete hai.

Customer yadi Agency ke godown se Cylinder ko leta hai. To Customer ko Agency se Fixed amount vapas dena hota hai. Kai Customer ka saval hota hai ki unhe Agency se vapas kitna Amount milta hai. Apko bata de ki apko cylinder delivery charge ke rup me 19 rupees 50 paise vapas honge. Yah pese apke Cylinder slip me jude rahti hai. Jise ap agency se vapas lene ka hak rakhte hai.

Koi agency kisi Customer ko Home delivery charge nahi dete hai, to apke pas kai tarah ke Solution hote hai, jiske bad vah un peso ko vapas pane ka adhikar rakhte hai. Jab kisi Customer ko Gas Cylinder Agency vala pese dene se mana kar deta hai, to vah iski complaint 18002333555 par kar sakte hai.

Kai bar apke Cylinder ka regulator kharb ho jata hai, to Customer ise free me Gas agency se badal sakte hai. Yah Sabhi Customer ka adhikar hota hai.

kisi reason se koi Gas Cylinder Agency apne Customer kop ese nahi deti hai, to Customer iski complaint Collectorate me kar sakta hai.

Customer ke dvara complaint note karne ke bad us Gas Cylinder Agency ke Against LPG Marketing Discipline Guideline ke tahat Rule 2.2.11 kle anusar Agency par Penalty lagai jati hai.

Gas Cylinder Agency ke Against yadi 3 complaint milti hai, to us Agency ka License cancell kiya ja sakta hai.

sabhi Lpg consumer ka 50 lakh rupees ka insurance

Food Truck Business Start kaise kare?

IRCTC Agent Kaise Bane, Online apply for Railway Agent 2021

Bank Account Band Kaise Kare,Account close Application kaise likhe?

pan card online Apply 2021 :- Pan card Ke liye Apply kaise kare?

data-full-width-responsive="true">