Mozilla Firefox Open source web browser hai. ise kai users Firefox ke name se bhi jante hai. Mozilla Firefox google ki tarah hi kaam karta hai. jaha users web pages Read karne me iska use karte hai. web pages Read karne ke sath users iska use Internet information ko bhi Search karte hai.
Users ki jankari ke liye bata de ki Mozilla Foundation end Mozilla Corporation ne Firefox Browser ko Developed kiya hai. . Firefox browser ka first launched 2002 me hua tha. Ab tak iske kai Version aa gaye hai. Firefox Browser latest version Firefox 63 hai.
All special operating systems ke liye Firefox Web Browser available hai. 90 languages me ye sabhi users tak pahuch gaya hai. Linux, Windows OS, Mac ke liye Firefox available hai. Smartphone platform ke liye Firefox for iOS end Firefox for Android release ho chuke hai.
India me Firefox Lite launched ho gaya hai. Firefox Lite android ko support karega. Origin Firefox 10 MB ka hai to vahi Firefox Lite ka Size 4 MB ka hai. users ko Firefox Lite me ek naya Features Screenshot the hall page milega.
Is Features ka use kar users Screenshot option ka use kar sakte hai, jiski sahayta se vah Offline hone ke bad bhi Screenshot liye huye Save content ko use kar sakta hai. Firefox Lite app me Private browsing option bhi hai, jo Tracking Protection Facility bhi users ko deti hai. Firefox Lite app ki Specialty hai ki isme vah sabhi facilities hai jo Common Mozilla Browser App me hai. bataya jata hai ki Mozilla Firefox Lite Night Mode Support bhi karta hai.
Users Firefox Lite ko Google play store se download kar sakte hai. users ko play store par Firefox Lite name se ye app milega. Users ki jankari ke liye bata de Firefox Lite First launch Indonesia ne bite saal kiya tha.
8 Tips: कम्प्युटर हैक होने का पता कैसे लगाएँ, Hack होने पर क्या करें?
Free Blog या Website कैसे बनाए?
Block Website Open : ब्लॉक वेबसाइट को कैसे ओपन करें, VPN का इस्तेमाल कैसे करें?
Free Web Hosting Kya Hai Free Web Hosting ke Fayede Fayde Nuksan?
Kya Hai Push Notifications, Kaise Band Kare Push Notification
Instagram से पैसे कैसे कमाएं, इंस्टाग्राम से पैसे कमाने का तरीका