Jaise Jaise Technology upgrade hoti Ja Rahi Hai, vaise hi Hamara Duniya Ko dekhne ka Nazariya Badalta ja raha hai. pahle Humne Socha nahin tha ki 4G,5G Technology aa sakti hai, lekin Technology is tarh Upgradeho gai hai, ki aaj ke samay me kuchh bhi Impossible nahi hai.
5G Technology bahut jald launch Hone Wali Hai, aur sath hi Sath Technology ke shetra mein bhi Kai Tarah Ke Humko badlav dekhne ko mil raha hai. aaj Ham aapko Technology Ki Duniya ke un Gadgets ke bare mein batane Wale Hain, Jinka istemal Kar Har Kisi Ke Duniya dekhne ka tarika Badal jata hai.
Careos Artemis
IOT Connected Smart Mirror :-
Yah Ek smart mirror hai, jo random feature kam Mein leta hai. Samay ke sath Sath ye aapke vision ko track karne lag jata hai. ise Ham fitness coach man sakte hai, Kyunki yah fitness coach Ki Tarah Hi Kam karta hai. yah air quality ki jaanch karta hai, aur Augmented reality ka upyog Karte huye makeup ke liye suggestion deta hai. Yah mirror product ko dekh kar pahchan karte hue Bata sakta hai ki use product ko aap Kis Tarah upyog mein le sakte hain.
Foresight Quadsight
Autonomous vehicle vision :-
Quadsight ek new Multi-spectral Stereoscopic Vision System hai jo Semi-autonomous and autonomous vehicles ke liye Har lighting conditions aur Mausam Mein vyavdhano ko Detect karne ki shamta rakhte Hain. Iske Quad camera Technology vision system Main Long web infrared LWIR ke do jode lage hue hain.
Nordic Tracks VR Bike
HTC vive Ke sath focus handset :-
NordicTrack Ne iski new VR bike ke sath khelne ka Ek Naya Tarika launch Kiya Hai. yah virtual reality Technology ki madad se users ko Alag Alag Universe Mein transport karta hai. HTC vive focus VR wireless handset Aur integrated gaming features aur control ki madad se VR bike aapke sharirik aur mansik Prayas ko directly game plane mein VR Avatar mein daal Deti Hai. ye sharirik Prayas virtual void Main Pareshaniyo aur progress levels ko control Karte Hain.
PanaCast3
Intelligent Video Collaboration Device :-
Ulti r-systems name panacast 3 ko launch Kiya Hai. yah Vishva ka pahla intelligent panaromic video system hai, jisme 40 megapixels ki capacity hai. Is device Mein 13 megapixel camera Diye gaye hain. Pure Kamre ko capture karne ke liye is device mein stereo microphone aur advanced software ki facility Di gai hai. Ismein multi-sensor AI array Diya gaya hai jo Logon Ko detect karne ki Samta rahata hai. is device Mein parade of you automatic set ho jata hai, Taki batchit mein jo vyakti Shamil Hai unhen capture aasani se Kiya Ja sake.
Mopic Snap 3D
3D VR phone case :-
Duniya Ka pahla 3D VR phone case hai. Mopic free DVR Solution company hai Jisne Ek application best smartphone cover snap 3D ko launch Kiya Hai. attractive smartphone case upyog na kiye Jaane per big per attach rahata hai. Jab music ko 3D video visualise karna hota hai, to bahut stereoscopic vision prapt karne ke liye front Par aasani Se case Ko attach kar sakte hain. user Netra Reddy exclusive application ko use Kar aasani se 3D image aur 3D game bhi Ease tarike se khel sakte hai.
LetinAR PinMR AR Optical Sopluthan
AR Smart Glass :-
Dakshin Koriya ke Startup Latin AR Pin MR optical solution launch Kiya Hai, Jiska field of view White hai. Ismein simple manufacturing process ka upyog Kiya gaya Hai, Jiska colour expression accurate hai. is device Mein lenses ka full lineup module hai, jo 80 degree ka diagonal field of view deta hai. Ye device behtarin AR experience deta hai. company ki Yah koshish hai ki vaha iski Pin MR Technology ke sath AR Industry Main Lambe Samay se maujud technical barrier ko Hamesha ke liye Dur Kiya Ja sake.
Food Technology क्या है, कैसे बनाएं इसमें Career?
Technology Se Banaye Logistic Sector Ko Asaan
OLED vs LED vs LCD क्या है, कौन सी Technology TV के लिए है Best?
Apni Car Ko Banaya Technology Friendly-Control Car with Phone
High Performing Leader Kaise Bane ?