ICICI Bank iBox kya hai?

Private Sector Leading Bank ICICI Bank ne apne customers ke liye ek Special feature start kiya hai, is Special feature ka use kar customersapne sabhi important work ko karne ke liye Working hour me apne kam ko chhodkar bank jane ki jarurat nahi hoti hai. ICICI Bank ne apne customers ke liye iBox feature ko start kiya hai.

ICICI Bank iBox feature kya hai? (ICICI Bank iBox feature)

iBox feature ek tarah se Self-service delivery facility hai, jisame aap Holiday ke din bhi 24 hour me kabhi bhi apne ghar ke pas Bank branch se Debit Card, Credit Card, Check Book and Return Check Collect kar sakte hai.

customers ko kai bar apna Important work ko chhodkar Working hour ya fir Office se leave lekar bank ja kar ye sab Collect karna hota tha. Is Process me sabhi customers ko kafi Problems ka samna karna hota tha, lekin ab iBox feature ke start hone ke bad kisi bhi customers ko apne bank ke kam ke liye pareshan hone ki jarurat nahi hogi.

ICICI Bank ne Customers ki facilities ko dekhte huye Innovative and Leading Solutions Introduced karta rahta hai. ICICI Bank ke is new feature se customers ko bank ke sabhi kam ko karne me kafi facilely milegi, our unhe bank ke kisi bhi kam ke liye working hour me Upset nahi hona padega.

Bank ke sabhi kam karne ke liye sabhi facilities apko 7 day tak 24 hour available hogi. ICICI Bank ka iBox terminal atm machine ki tarah hai, jise bank Branch ke bahar rakha gaya hai, jiska use aap bank ke band hone par bhi kiya ja sakta hai.

iBox feature kaise kam karta hai? ( ICICI Bank iBox feature work)

Working couples ya apne city se bhar rahne vale logo ke liye bank me ane vale Debit card, credit card and check book etc ko Collect karna bahut Difficult kaam hota hai. kai bar hame apne Working time me samay nikal kar Bank branch ja kar apne sabhi important documents ko lana padta hai. ICICI Bank ke dvara start ki gai iBox facilities Service Debit card, credit card and check book ko delivered karne me kafi help karega.

Bank ne iBox feature kyo Launch kiya hai?

ICICI Bank ne iBox facility un Account holders ke liye start kiya hai, jo Debit card, credit card and check book etc ko Office time me hone se Collect nahi kar pate hai. jab unke ghar Debit card, credit card and check book etc ko delivered karne ke liye koi jata hai, to vah Office me hote hai, jis vajah se vah apne document ko Collect nahi kar pate hai.

bad me jab unhe apne Debit card, credit card and check book ki jarurat hoti hi, to unhe apne Office se leave le kar bank jana padta hai.unhe bad me apne document lene me kafi problems ko Fac karna hota hai.

Account holders ki in Problems ko samjhte huye bank ne iBox Facility ko Start kiya hai. is Facility ke bad Working Account holders ko Bank 24 hours 7 days me bank ke sabhi Banking service available karayegi. Ab Customer Debit, credit card, check book and return check facilities ko apne ghar ke pas Bank branch se Collect kar sakte hai.

Bank ne iBox facility ko 17 cities ki 50 branches me Start kiya hai. bank ki ye Service un logo ke liye best sabit hogi, jinhe bank ke kisi bhi kam ke liye Office se time nahi milta hai. ye Service Working people ke liye kafi Helpful sabit hogi.

iBox facility kaha hai? (Where is  iBox facility)

iBox facility ko Bank branch ke bahar lagaya jayega.jaha se aap bank band hone ke bad bhi iBox facility ka use kar sakte hai. bank ne iBox facility Secure banane ke liye kafi work kiya hai. iBox facility ek OTP ke jariye kam karegi. Holiday ke din bhi Customer Registered Phone Number se is facility ka profit le sakte hai.

iBox facility ki Special bate :- (Important things of iBox facility)

– Customer 24 hours 7 days our Sunday ke alava All holidays ke din bhi aap iska use kar sakte hai.
– iBox facility me Live tracking facility bhi di gai hai, jise Customer track kar sakte hai.
– iBox facility ka use Customer Registered mobile number se iska use kar sakenge, jisake bad apke mobile number par ek OTP (one time password) ke jariye aap iska use kar sakte hai.
– ICICI Bank ki iBox facility Delhi NCA, Chennai, Kolkata, Mumbai, Hyderabad, Surat, Pune, Jaipur, Bhopal, Lucknow, Indore, Nagpur, Amritsar, Ludhiana and Panchkula jesi kai cities me apko mil jayegi.

iBox Service kaise kam karegi?

– iBox process Fully automatic hai.
– is Service me customers ko unke package ke bare me Dispatch se Delivery tak ki Information di jati hai.
– customers ke package iBox Service me ane ke bad customers ko ek SMS se information bheji jati hai.
– SMS me iBox ka GPS location, OTP our QR Code bhi hota hai.
– SMS Receive hone ke bad customers ke iBox Service par jana hota hai.
– Ab apko iBox me apna Registered mobile number Enter kar OTP bhi Enter karna hoga.
– Apko apne box ko Open karne our Package tak pahuchne ke liye QR code Show karna hoga.
– Customer ka package 7 days tak iBox me rahta hai, apko 7 day ke andar hi use lena hota hai.
– Is trah iBox se sabhi Customers ki Facility bad gai hai.
– Ab Customers ko Working hour me apna kam chhodkar Bank branch jane ki jarurat nahi hoti hai.

Kin cities me iBox facility hai? (Which cities have a iBox facility)

ICICI Bank ne abhi sirf kuchh hi facility me apni Bank branches me ibox terminals ko lagaya hai, un Selectet cities me Mumbai, Chennai, Delhi-NCR, Kolkata, Hyderabad, Pune, Bengaluru, Navi Mumbai, Surat, Indore, Jaipur, Bhopal, Lucknow, Amritsar, Nagpur, Ludhiana and Panchkula cities hai.

17 cities ki 50 branches me Start hui iBox Service :-

ICICI Bank ne iBox Service sirf kuchh Selectet cities me hi Start kiya gaya hai. 17 cities ki 50 branches me iBox Service Start ki gai hai. Chennai, Delhi-NCR, Kolkata, Hyderabad, Pune, Bengaluru, Navi Mumbai, Surat, Indore, Mumbai, Chennai, Jaipur, Bhopal, Lucknow, Amritsar, Nagpur, Ludhiana and Panchkula cities me iBox Service ko Start kiya gaya hai. jab apka Card or checkbook iBox Service me pahuchta hai, to customer ko Sms se Inform kiya jata hai. jise vah ja kar Collect kar sakte hai.

ICICI Bank ne iBox Service name ki is Facility ko Start kiya hai, yah ek ATM machine ki tarah hi hai. iBox Service ko bank Branch campus ke bahar lagaya jata hai.esa isliye kyo ki Customer iska use bank band hone par bhi kar sakta hai.

ATM machine ki tarah kam karne vali iBox Service Fully automatic machine hai. jisaki Help se ap Live tracking facility ka use bhi kar sakte hai.aap kabhi bhi is Service ka use kar Debit card or check book bhi manga sakte hai. Live tracking features ka use kar Customer request kiye gaye kar Debit card or check book ki present situation ke bare me Information nikal sakte hai.

iBox Service se kaise Receive karenge package?

Customer apni Facility ke according iBox Service ja kar apna package Receive kar sakte hai. isake liye apko kuchh Important steps follow karne honge. Iske liye apko apna mobile Number and OTP enter karna hoga.jisake bad iBox open ho jayega. iBox open hone ke bad Customer apna package le sakenge.

ICICI Bank ibox service se customers ko kya benefits hoga? (benefits Off customers receive ICICI Bank ibox service)

– 24 hours 7 days

Bank customers apna package 24 hours 7 days Sundays and all holidays ke dino me bhi ibox service ka use kar apna package le sakenge.

– Live tracking

Customers ko bank Every level par Sport karte huye unke dvara bheje gaye Deliverables ki situation ke bare me Inform kiya jata hai. isase Process tension free ho jata hai.

– Strong protection

ibox service ka use Customer sirf apne bank me Registered mobile ka use karke hi kar sakta hai. is service ko OTP (One Time Password System) ke sath Secure kiya jata hai.

costumer comfort :-

costumer apne comfort ke anusar 24×7 facility ka use kar sakta hai. National Holiday ke din bhi apko ye facility use karne ko mil jayegi. ibox service terminal ek trah se ATM jesi ek machine hi hai.apko ye servicebank ke bahar dekhne ko mil jayegi. Esa isliye kyo ki yadi bank band ho jaye to ap iska use kar sake.

ibox service ki Information kaise milegi? (information of ibox service)

ibox service ki jyada Information janane ke liye apko ICICI Bank kai page https://www.icicibank.com/Personal-Banking/ibox.page par visit karna hoga. yaha apko apke har Question ka Answer mil jayega. ibox service ko le kar yadi apke man me koi bhi Question ya doubt hai, to aap ICICI Bank kai page par visit kar apne sabhi Question our doubt ko clear kar sakte hai. ibox service ke bare me correct and all Information janane ke liye apko ICICI Bank ki Branch me visit kar Branch manager se ibox service ki Information ko hasil kar sakte hai.

Gold Loan क्या है, किस Bank से Gold loan लेना है Secure?

Online Payment Kya Hai ? Janiye Mobile Banking Security Tips

जानिए क्या है NEFT, RTGS, IMPS Net Banking

छोटे व्यापारियों को यह Bank दे रहा है 10 करोड़ का Loan

बस डायल करें ये Number और तुरंत देखे अपना Bank Balance

data-full-width-responsive="true">