Mobile marketing kya hai? in Dinon mobile marketing ki Itni Charcha kyo ho rahi hai, mujhe lagta hai iska sabse bada Karan hai ki mobile ka atyadhik istemal hona, yah Kahana galat Nahin Hoga Ki mobile Ab Hamari jarurat ban gaya hai Ham mobile ka istemal Hamare Kahin Jaruri kam ke liye karte hain jaise ticket booking, medicine, shopping, ityadi ke Taur per Ham apne mobile ka istemal Karte rahe hain Shayad isiliye business ke liye bhi mobile marketing bahut hi Maine Rakhta hai.
Aaj ke Samay Mein Sabhi Ke Pass mobile uplabdh hai isliye bahut sari companiyan iska upyog Apne Product Ki marketing ke liye bhi karti hai aur kai companiyan marketing ke liye mobile ka istemal karne ke bare mein Soch bhi Rahi Hogi.
Mobile Marketing Ne online business ko ek alag hi level per lakar Khada kar diya hai, Kyunki business ka model pahle ki tulna mein ab bahut jyada hi badal gaya hai. Business mein product ko customer Tak pahunchne Mein Kafi aasani ho rahi hai Jiske Liye Ye mobile marketing market Mein trend Karne Laga Hai isase business chalane Wale Ko Kafi fayda bhi hota hai aur sahayata bhi milati hai.
Business ko Aage badhane ke liye mobile marketing bhi bahut Jaruri hoti hai yadi aapke man me mobile marketing ko Lekar koi bhi sankoch ya prashn hai to aapko ghabrane ki jarurat Nahin hai, Kyunki Aaj Ham aapko mobile marketing ke bare mein Kuchh baten Batane vale hai, jiske bad aapke man mein mobile marketing ko Lekar koi bhi prashn Man mein hai ya Kisi Tarah ki koi shanka hai to ab aapki sabhi shanka bhi Dur ho jaayegi.
Desh Mein Har vyakti ke pass 24 ghante Mein 4 se 5 call Aisi Aati Hai Jo promotion call hoti hai ya FIR marketing wali call hoti hai. America aur Uropean deshon ke pass yah data Pratidin 15 se Adhik call ka hai. Iska natija yah nikalta Hai Ki Kai customers Aise numbero ko ya to block kar dete hain ya FIR Ignore kar dete Hain.
customers ke dwara number block kiye jaane se marketing farm aur companiyan Kafi pareshani Mein aa gai hai, Kyunki computer generated aur customer Centre se Kai jaane wali telecalling ke Aadhar per marketing ka budget companiyon ko Pasand Aata Hai. customer ke dwara companiyon ke as Tarah Ke call block ya ignore kiye jaane ke bad Kahi companiyon ne marketing call ka Samadhan nikalte hue text message per kam karna prarambh kar diya hai, Chhote business ke liye text message ke dwara marketing karne ka powerful toll Mana jata hai.
Koi company dwara apne business ki marketing karne ke liye text message ka upyog kiye jaane ke bad Har Koi is Strategy Ko Apna raha hai. is idea ko Safal banane ke liye Aapko yah Dhyan Rakhna jaruri hai ki customer ko marketing ke message regular na send Karen. aap customer ko marketing ke Ek Hafte Mein Ek Ya Do message bhej sakte hain.
Dhyan Rahe ki SMS service aur product se sambandh rakhne wale message ke alava aur kisi Tarah ka koi message Na bhejen anyatha aap ko Kafi nuksan uthana pad sakta hai. yadi aap regular customer ko Is Tarah Ke message send Karenge to vah Pareshan Ho Jaenge aur Jaisa hi aapke Marketing call ke number ko customer ignore ya block kar dete Hain Usi Tarah Aapke text message wale Number Ko Bhi ignore kar denge.
Text message ko redesigning kare :-
Jis sector Mein sabse Adhik telecalling ki avashyakta Hoti Hai, Phone me in service ke alava banking Pramukh or Health Insurance bhi hai, halaki sabse bada service sector yahi hai. Yadi aap bhi inmein Se Kisi Ek sector se sambandhit business karte hain, to aapko avashyakta hai ki marketing ke liye aap mobile tax Ka upyog Kar Apne product ki marketing kar sakte hain, Halaki text message se marketing karne ke tarike ko marketing ka traditional Tarika Mana jata hai, Lekin yah bhi Sach Hai Ki text message ko ignore Karne Wale customers ki sankhya marketing call ko ignore ya block karne wale customer ki sankhya Aadhi se bhi kam hai.
Yadi aap bhi apne business ke marketing karne ke liye text message ka upyog karte hain, to aapko text message ko traditional tarike se attractive design karna hoga Aisa karne se customer aapke product ke liye message per Jarur attract hokar Dhyan dega aur unhen padhega. Iska natija aapko Apne Product Ki Sal per abhi turant Dikhai dene lag Jayega.
Professional tax message Kare use :-
Videshon Main Aaj Bhi aadhe Se Jyada business text message ka upyog marketing tool ke Taur per kar rahe hain. yadi aap ek professional tarike se texter ki help se Apne product ke promotion aur marketing ke liye Is Tarah Ke text message design Karte Hain To yah aapke liye bahut jyada faydamand sabit hoga customer ka aap ke text message per Dhyan aakarshit karne ke liye aapko use customer ko engage karne ki avashyakta hai.
aap apne dwara customer ko bheje Gaye text message main sirf Apne product or service ki jankari Nahe balki aap Aise text message generate Karen jismein customer aapko reply de aap Chahe to Is Tarah Ke text message mein question answer ka accessories start kar sakte hain. Aisa karne se customer aapki Is Tarah Ke message per reply dega aur is bich aap apne product ke review or renting Ke Bhi customer se baat kar sakte hain.
tools ka Kara use:-
Apne product ki marketing karne ke liye yadi aap text message ke liye professional ki madad Lena Chahte Hain To aapke pass Kai Tarah Ke option maujud Hain aap Chahe to nextiva, Google Voice, Sales MSG tools ka upyog kar sakte hain. Aap Chahe to low budget wale ya FIR free tools bhi type kar sakte hain.
Yadi aapka business shuruaati Daur Mein Hai hi ya FIR aapke business ka budget thoda kam hai to, aap Kuchh chuninda customers ke sath Iske shuruaat kar sakte hain. Kis condition mein aap Aise customer ka Chayan kar unhen text message bhejen jo aap ke product Mein interest rakhte Hain ya FIR Jo aapke regular customer hai.
Strategy Banate Samay is baat ka Khas Dhyan rakhen ki aapke customer ko koi sa bhi message regular Na Ja Paye. aapka ek message prabhavi hai to aap ko dusre message karne ki avashyakta hi Nahin padegi.
Scarcity marketing kya hai, kaise karen use?
Spam Call क्या है, स्पैम कॉल और SMS Block कैसे करे?
Online work क्या है, जानिए इसके फायदे और नुकसान