Smartphone To Ham Sabhi Chalate Hi Hai. Hame Jab Smartphone To Smartphone Data Share Karna Hota Hai Tab Ham Xender Ya Shareit Jaisi Apps Ka Sahara Lekar Data Share Kar Lete Hai. Lekin Jab Hame Computer Ya Laptop Ka Data Share Karna Ho Tab Kya. Tab To Aisa Koi App Nahi Hai Jiski Madad Se Ham Laptop To Laptop Data Transfer Kar Sake. Is Post Me Ham Aapko Computer To Comter Data Transfer Ke Tarike Batane Wale Hai.
Laptop To Laptop Data Transfer Using Lan Cable
Net Chalane Ke Liye Aapke Pas Lan Cable To Hogi Hi. Aap Is Lan Cable Se Sirf Net Nahi Chala Sakte Balki High Speed Me Data Bhi Transfer Kar Sakte Hai. Iske Liye Aapko Dusre Computer Ya Laptop Ko Bhi Lan Se Jodna Hoga Aur Fir Home Network Banana Hoga. Iske Baad Apne Computer Ke Data Ko Share Karne Ki Permission Deni Hogi. Bas Ho Gaya Aapka Kaam.
Hard Disc And External Memory
Aap Chahe To Hard Drive Ya Fir Kisi Memory Kard Ki Madad Se Bhi Apne Computer Ka Data Transfer Kar Sakte Hai. Hard Drive. Pen Drive Ya Memory Card Ke Jariye Data Transfer Karna Kafi Aasan Hota Hai. Pahle Aapko Data Hard Disc Ya Memory Me Copy Karna Hota Hai Aur Fir Use Dusre Computer Me Laga Kar Waha Copy Karna Hota Hai.
Wifi Data Transfer For Laptop Computer
Aap Chahe To Wifi Ki Madad Se Bhi Computer Par Data Transfer Kar Sakte Hai. Iske Liye Aapke Dono Computer Wifi Se Jude Hona Chahiye. Iske Baad Aap Kuch Application Jaise Xender Ya Shareit Ki Madad Se Aasani Se Apna Data Transfer Kar Sakte Hai.
Name Ringtone Maker Apne Naam Ki Ringtone Kaise Banaye?
Mobile Hang Problem Solution In Hindi
Photo Ka Background Kaise Badle, Free Background Remover Tool
Computer Me Folder Lock Kaise Kare
जानिए क्या है NEFT, RTGS, IMPS Net Banking