Users Jab Bhi Internet Ka Use Karta Hai To, Sabse Pahle Chrome Browser Open Karta Hai, Our Vah Kuchh Special Websites Ko Search Karta Hai. Jiske Liye Users Search Box Me Un Websites Ki URL Ya Link Type Karta Hai. Lekin Users Is Bat Se Anjan Hai Ki Chrome Browser Me Ek Esa Special Feature Hai Jiska Use Ka Aap Search Box Bina Kuchh Type Kar Un Websites Ko Open Kar Sakte Hai.
Kai Users Ka Ka Work Sirf Kuchh Hi Websites Par Hota Hai, Jinhe Vah Everyday Open Karta Hai. Jiske Liye Users Ko Un Websites Ka URL Ya Link Ko Yad Rakhna Jaruri Hota Hai. Lekin Aaj Ham Apko Ek Ese Feature Ke Bare Me Batane Vale Hai, Jiska Use Ka Aap Easily Apne Special Websites Ko Open Kar Sakte Hai, Our Iske Liye Apko Everyday Chrome Browser Par Un Websites Ko Search Karne Ki Jarurat Nahi Hogi.
Chrome Browser Par Favorite Website Open Rakhne Ke Liye Follow Kare Ye Steps ЁЯЩВ
Browser Text Bada Karne Ke Liye Users Chrome Browser Settings Open Kare. Sabse Pahle Users Browser Me Right Side Three Point Option Par Click Kare. Ab Users Ke Samne Small Screen Open Hogi. Ab Apko Settings Option Show Hoga Jis Par Apko Click Karna Hai. Settings New Tab Me Open Hogi. On Startup Options Me Three Box Available Honge. Open A Specific Page And Set Of Page Options Ke Samne Click Kare.
Users Ko Add A New Page And Use Current Page Option Show Hoga Jisme Se Apko Add A New Page Option Select Kare. Ab Users Ko Us Websites Ka URL Ya Link Paste Karna Hai Jise Vah Apne Chrome Browser Par Dekhna Chahta Hai.
Users Ek Se Jyada Websites Ko Add Karna Chahta Hai To, Add Option Select Karna Hoga, Yadi Apke Browser Par Vah Websites Open Hai To, Aap Use Pages Option Selected Kar Sakte Hai. Is Process Ko Karne Ke Bad Jab Bhi Users Chrome Browser Open Karenge To, Unhe Apni Special Websites Open Milegi.
Chrome Me File Manager Jesa Features Kese Laye ?
Users Google Chrome Browser Me Download Facility Ka Use Karke Webpage Ya Story Ko Future Ke Liye Save Kar Rakh Sakte Hai. Is Process Ke Bad Users Without Internet Connection Ke Bhi Us Story Ya Webpage Ko Use Kar Sakta Hai. Is Facility Ka Use Karne Ke Liye Users Ko Settings Karna Hogi Jiske Liye Vah Chrome Browser Me Right Side Three Dot Option Ko Click Kare. Ab Apki Screen Par Right Side New Screen Open Hogi, Jisme Settings Ke Alava Multiple Options Bhi Show Honge. Ab Apko Download Icon Par Click Karna Hoga. Jisse Webpage Automatic Save Ho Jayega. Users Ke Browser Me Ye Feature Available Nahi Hai, To Vah Chrome App Ko Google Playstore Se Update Kar Sakte Hai.
Webpage Save Kaise Kare ?
Kai Bar Internet Connection Na Hone Ki Vajah Se Users Ko Kafi Problem Ko Face Karna Hota Hai. Lekin Users Chahe To, Webpage Ko One Click Me Download Ya Save Kar Sakte Hai. Users Jis Webpage Ko Download Karna Chahte Hai, Use Apne Smartphone Me Open Kare. Ab Three Dots Option Ko Select Kare. Ab Users Ko Download Icon Ko Click Karna Hoga. Download Icon Par Click Karne Ke Bad Apki Screen Par Download Popup Show Honge. Users Download Button Par Click Kar De.
Jise Closed Kiya Wahi Open Hogi
Chrome Browser Me Ek Our Future Hai Jiske Bare Me Bahut Kam Users Jante Hai. Browser Ka Tab Off Hote Huye Jo Tab Chal Rahi Thi, Vahi Users Ko Open Milegi. Iske Liye Users Ko Browser Settings Open Karni Hogi. Ab On Startup Segment Show Hoga, Jisme Users Ko Continue Where You Left Off Option Bhi Milega.Jis Par Users Ko Click Karna Hai. Iske Bad Users Jab Bhi Browser Open Karenge To,Apko Vahi Websites Open Milegi Jo Browser Off Karte Samay Thi.
Offline Article Padhne Ke Liye Kaise Save Kare ?
Web Browsing And E-Payment Secure Kaise Kare
LED TV Ko Mobile Se Kaise Connect Kare
Without Internet Google Map Kaise Use Kare?
Google рдХреЗ рдкрд╛рд╕ рднреА рдирд╣реАрдВ Word рд╣реИ рдЗрди рдХрд╛ рдорддрд▓рдм
Offline Article Padhne Ke Liye Kaise Save Kare ?