Resham ki Kheti Kaise Kare,Silk Farming Kya Hai?

How is silk made in india

India krishi pradhan desh kaha jata hai, hamare desh ke Kisan kai tarah ki kheti karte hai, jinme Resham ki kheti sabse best mani jati hai. Kisan resham ki kheti kar kafi income kama sakte hai. world me Total kacha resham 14 percent production India me hi hota hai.

four varieties production me India ka place different hai. Special people ke alava Common people me bhi Silk clothing ki demand hoti hai. jis vajah se kisan resham ki kheti ki taraf Attracted ho rahe hai. is kheti ko Sericulture name se bhi jana jata hai, our isase kafi Profit kamaya jata hai.

Resham kya hai?  (What is silk)

Resham ko world me sabse softest, brightest and most comfortable clothes me se ak mana jata hai. Artificial and natural clothing market ka world me bhandar hai, lekin Quality and superior me Resham ka competition koi nahi kar sakta hai. Resham ko Resham ke Worm se banaya jata hai.

Resham Worm ki Age only 2 to 3 days ki hoti hai. in dino me hi Female (Resham) silk worm 300 se 400 eggs deti hai, 10 days me ek eggs dete hai. jise larvae ke name se bhi jana jata hai. Resham Worm Three to eight days tak apne mouth se liquid protein ko nikalta hai.

Air contact me ane se liquid protein hard banker dhaga ban jata hai. Worm ke round taraf Circle ban jata hai, jise kakun name se jana jata hai. apki jankari ke liye bata de Resham ke kide kakun ko apne rahne ke liye banate hai.

Resham kaise banta hai? (How silk is made step by step Process)

Resham banana ke liye, kakun ka use kiya jata hai. Resham ke kide dvara banaye gaye kakun ko Hot water me dala jata hai. is Process se Resham ka kide mar jata hai, our kakun ke ek gole se karib 500 to 1300 meter long Resham ka dhaga banta hai.

Interesting facts of Resham (silk) production :-

Commercial production ke liye 5 different species of Resham worm ka production kiya jata hai. in sabhi Resham worm ko Different edible plants par Ready kiya jata hai.

Silk variety in india

Bharat me 5 variety ke Resham ko banaya jata hai, jinme shahtut(Mulberry), Tropical Tussar, Mulberry Oak Tussar, Coral and Eri – Commercial Importance ka manufacture hota hai. in sabhi Resham variety ke utpadan karne vala india eklota desh hai. india me sabse jyada shahtoot resham ka utpadan kiya jata hai, jiske liye Bombyx Mori worm ka palan jyada kiya jata hai.

Silk production for first time

pahli bar Resham China ne bnaya tha. Kaha jata hai ki Four thousand years ago China ko Resham banana ki kala malum hui thi. Ek bar Queen of china Si Ling Xi ne By mistake se Resham worm ko pani me chhod diya tha, jab Queen ne next day dekha to pani vale Bartan me se dhage niklne lag gaye, our tabhi se Resham ke dhago ko banane ka kam shuru hua tha, jiske liye Resham worm ko palna shuru ho gaya. China ne Resham ke dhago se clothes ki bunai shurui hui, our Resham ka Use bunai ke liye kiya jane laga.

Japan ne chori ki china ki Trick?

Japan ko jab china ke is art Ka pata chala to, Japan ke King ne apne agent ko china bhejkar is mystery se parda uthaya. Japan agent china se Resham worm ko chura kar apne sath le aye. Jiske bad Resham banana ki kala pure world me fel gai. China ke alava Japan, India, Spain, Italy, France other countries me bhi kafi Resham worms se Resham banaya jata hai.

Resham ki kheti kaise kare? (How to farming silk)

Farmer Resham ki kheti karne ke liye Resham ke worm (kide) ko pala jata hai, jiske liye vah Mulberry Plants (shahtoot ka paudha) ugata hai. Resham ke kide shahtoot ke paudhe ke patti ko kha kar Resham ko banate hai. kisan ko Resham ke liye karib 1200 to 1400 square meter sheds ki jarurat hoti hai.

shahtoot ke paudhe lagan ke liye Farmer ko ek acre land par paudhe lagane honge. Ek bar me aap Resham worm ke 200 eggs ko asani se rakh sakenge. Is tarah One year me ten times Egg rakhe ja sakte hai. jisme ap One year me Ten batches me Resham nikal sakte hai.

Resham kit palan ke liye shahtoot ki prajati :-

Shahtoot ke paudhe lagane ke liye kisan K-2, S-54 ka Selection kare, taki Shahtoot ke paudhe me apko kisi tarah ki koi pareshani na ho.

Resham ki kheti ke liye Jamin kaisi honi chahiye?

Jab bhi kisan bhai resham ki kheti ke liye bhumi ka chunav kare to, vah dhyan rakhe ki jis bhumi par ap Resham ki kheti karne vale hai vo Usereli na ho, pani ka therav na ho, sichai vyavastha sahi ho, pani ke niklane ka uchit sthan ho. Esi bhumi Resham ki kheti ke liye sahi mani jati hai. Balui-domad bhumi shahtoot ke liye best mani jati hai.

Resham ki kheti ke liye Jamin :-

shahtoot ki kheti ke liye kisan bhai monsoon rains se pahle liye bhumi ki taiyari shuru karna chhaiye. bhumi ki taiyari ke liye khet me hal ya rotavator se 30-35 cm Deep jutai karna chahiye. 8 MT gobar Compost ko Per acre me milaya jata hai. gobar khad ke sath 100 Kg BHC Powder 20% Aldriton 5% Termite mitti me milaya jata hai.

shahtoot podharopan ka samay (Mulberry Planting Time)

July August

December / January (shichai facilities vale areas me)

Shahtoot podhe tayar kaise kare? (How to prepare mulberry plant)

– Mulberry Seeds
– Mulberry Cutting
– Layering
– Grafting

Low cost end Good quality ke liye shahtoot bij Method Beneficial hoti hai. is Method me kisan shahtoot tahniya jo Six to nine months old ho jati hai, unse Cutting ready ki jati hai. jin tahniyo me 4-5 kaliya hoti hai, unhe 6 inch to 8 inch long cut kar diya jata hai.

un Cutting ka ropan khet me kiya jata hai. Cutting ko khet ki jamin me thoda tirchha gadate ne bad uski sichai ki jati hai. is Process ke bad 6 months bad 3-4 feet long shahtoot podhe Ready ho jate hai.

Kisan Credit Card kya hai, How to Online apply for KCC?

PM Kisan Samman Nidhi Yojana में आवेदन कैसे करें, लिस्ट में नाम कैसे चेक करें?

Suryamitra Skill 2021 :- Surya Mitra Yojana Online Apply Kaise Kare?

Pradhan Mantri Rojgar Protsahan Yojana kya hai,PMRY Loan Yojana Online Apply 2021

data-full-width-responsive="true">