Kya aapka Android smartphone Me bhi Kuchh apps ke upyog ke bad bahut jyada slow ho jata hai? kabhi kabhi aapka phone hang hone lagta hai? phone ki memory space ko Khali karne ke bad bhi Hamara phone Kafi slow aur Atak Atak kar chalta hai. is condition mein Sambhav hai ki aapke phone ki RAM Yani Random Access Memory bahut jyada kam hai.
purane Android phone main aapko memory bahut jyada Hi Kam milti Thi Aur vah memory Ram Flash Games ya heavy apps chalane ke liye paryapt Nahin Hote Hain. Aise mein Ham Kafi Pareshan Ho Jaate Hain, Ki Aakhir kya kiya jaaye jisase Hamare phone ki speed badh Jaaye aur phone hang Nahin Ho.
Apko Internet par Kai Tarah Ke app mil Jaenge aur yadi aap apne phone ki Ram Ko Badhana chahte hain aur use hang hone Se Bachana Chahte Hain To aap Kuchh apps ki madad se apne purane phone ki ram ko bada kar smartphone ke hang hone ya slow chalne ki problem se bacha sakte hain.
Jab Bhi Ham Koi naya phone Lete Hain To sabse pahle Ham uski Ram ke bare mein Puchte Hain, kai vyaktiyon ke man Main Ek Sawal Jarur Aata Hai Ki Aakhir mobile mein jyada Ram hona Kyo jaruri hai? Aapki Jankari ke liye Bata De ki mobile ko Fast chalane ke liye ya FIR uski speed ko upgrade karne Main Ram ki mahatvpurn Bhumika hoti hai. aapke mobile mein jitni Jyada Ram hoti hai aapka mobile utani hi jyada speed mein aur fast tarike se chalta hai.
aur aaj se Kuchh sal pahle ki yadi baat ki Jaaye to pahle mobile 512 MB Ram wale hi smartphone Aate the, jinki speed bahut jyada Samanya hoti Thi, lekin aaj ka samay Technology wala hai. Technology Itni Jyada Badal Gayi Hai Ki Ab Hamare smart phone 6 GB Se Bhi Jyada Tak Ram mein ane Lag Gaye Hain.
Jab Ham smartphone lete hain to, use Samay To Ham apne phone ki Har EK pahlu par acchi Tarah Se Dhyan Dete Hain, lekin Kuchh Samay bad hi Hamara phone ki speed kaafi kam ho jaati hai aur ham Uske slow aur hang hone se Kafi Pareshan bhi ho Jaate Hain.
Aisa use Samay Hota Hai Jab aapke phone ki RAM kam hoti hai, tab aapko in pareshaniyo ka Samna karna padta hai yadi aap apne smartphone ki RAM badhakar apne mobile ki speed ko fast karna chahte hain, to aapke pass Kai Tarah Ke option Hote Hain Jis ka Use kar aap apne phone ko fast kar sakte hain.
aap apne smartphone ki speed ko do tariko SE Badha sakte hain pahla aap aap Bina Kisi App Ki madad Lekar apne phone ko fast kar sakte hain aur dusra tarika apne mobile mein Kuchh apps Ko download karna hoga Jis Ke bad aapke Android phone ki RAM badh Jayegi, aur aapko phone slow hone ki problem se Azadi mil Jayegi.
Android smart phone ki RAM Kaise Badhaye?
Sabse Pahle aapko Apne smartphone ki setting Mein Jana Hoga Jahan per aapko APP ke option per click karna hai. yaha se aap ek ek Karke Apne Sabhi apps Jo internal memory Mein save Hai unhen HD card mein main send karna hoga. lekin Dhyan Rahe ki yah option sirf Android 6.1 ya FIR isase Jyada wale varjan smart phone per hi maujud hota hai lekin lollipop aur Kit Kat mein yah option aap ko aasani Se Mil jaenge.
Apps se Android Phone ki RAM Kaise Badhaye ?
32 GB RAM booster :-
App Ki madad se aapke phone mein jitne bhi background apps hai unhen yah khatm kar aapke phone ki Ram Ko badhata Hai Sath hi phone ki speed ko bhi Kafi Baihtar kar deta hai. yah app Dawa karta hai ki yah phone ki performance ko sehat face bhi Tak Bada deta hai. yadi aapko Apne smartphone Mein Koi heavy size ka game khelna hai to isase pahle aap apne a smart phone mein 32 GB RAM Booster app Ko download kar apne phone ki speed ko bada sakte hain.
Convert Memory To Ram :-
Yah AP Dava karta hai ki, yah aapke phone ki internal memory yah external memory ko Ram Mein convert kar deta hai uski madad se aap apne phone ki ram ko 2 GB Tak aur Badha sakte hain aur sath hi aap apne mobile mein pubg jaise game ko aasani se khel sakte hain. Jise khelte Hue aapka phone na to hang Hoga aur naahi slow. aap Chahe to external memory card ya FIR pendrive ki madad Se Bhi Apne phone ki ram ko bada sakte hain.
Express RAM speed Booster :-
Express RAM speed Booster app CPU usage analysis karta hai, Aur uske anusar aapke smart phone ki ram ko boost karta hai. Yah APPSC AEE whitelist ko create Karta Hai, Jise Ham background Mein Chalte Rahane Dena Chahte Hain.
Max RAM booster :-
Max RAM Booster app bhi aapke smartphone ki ram ko saaf kar aapke liye RAM performance ko aur bhi Behtar aur fast bana deta hai. yah app aapki jarurat ke anusar aapke phone ki Ram Ko Optimized Level tak le jata hai.
Hang और Slow Smartphone को New Trick से बनाएं Fast
जानिए Jio Smartphone के Specification और features
Smartphone खुद बोलकर बताएगा कौन कर रहा है आपको आपको Call
3 हजार रु से कम कीमत में मिल रहे ये smartphone
5 हजार रु से कम कीमत के New Smartphone, देखिये लिस्ट