Sui Banane Se Lekar Aeroplane Banane Tak Har chij me Technique aur Technology smart ho gai hai. aaj ke Samay Mein Hamen Har chij smart mil rahi hai, FIR Chahe vah mobile ho ya LED TV. Har chij ab pahle ki Tahar Adhik Technology wali aur smart bante ja rahi hai. market Mein Kai Tarah Ke speaker available rahte hain lekin bahut kam vyakti Jante Hain Ki market Mein in Dinon smarts speakers ke requirement bahut jyada badh gai hai aisa isliye Kyunki smart speaker Ko Kuch Alag Tarah Se design Kiya Gaya Hai.
Jiska interface adrishya rahata hai Jaise hi aap Kuchh bolate Hain To music automatically start ho jata hai sirf aap ko command dene ki jarurat hoti hai. Jab aap Kuchh command Dete Hain To smart speakers mein timer counting karna prarambh ho jata hai. aur Is Tarah object commands ko jante Hain unhen upyog karna aur bhi Aasan ban jata hai halaki Jin command ke bare mein aap Nahin Jante Hain unhen Lekar aap thoda Pareshan ho sakte hain.
aaj ke Samay Mein Aise Kai log Hai jinhen smart speaker ka use karna Nahin Aata lekin Aaj Ham aapko Kuchh Aise tips batane Wale Hain Jinka use kar aap Asani se smart speaker ka use kar sakte hai.
market Mein ine Dinon aapko Kai Tarah Ke smart speakers mil Jaenge lekin aapko smart speakers mein se original speakers ka Chayan karna hota hai, jo Kafi Mushkil to hota hai lekin NaMumkin Nahin. Jab aap smart speaker Apne Ghar Le Aate Hain To aap Kai Bahar confuse ho jate Hain Ki Aakhir iska upyog kis kis kaam mein liya Ja sakta hai.
Multiple Task Performed :-
Google Home Devices or Amazon Routine Naam Ke features ko support karte hain yah hamari ek single voice command ko taiyar karne ki facility deta hai. Jis ki madad Se Ek Bar Mein Hi multiple actions ko perform karne ki permission mil Jaati Hai udaharan Ke Taur per yadi Samjha Jaaye to Jab aap ek routine ko taiyar Kare.
Jab Hain Raat Mein sone ke liye Apne Bistar par Jaate Hain To, to automatic hi hamare Kamre Ki light band ho jayegi, TV band ho jayegi aur Halka music shuru ho jata hai aisa karne ke liye Hamen sirf Apne smart speaker ko good night bolna hota hai.
Jiske bad voice assistant Baki Sabhi Hamare kam ko kar lega aur vah Hamari jarurat Ka Dhyan rakhega. Ham ismein Kahin Bahar Ke actions ka set Banakar uske liye ek command set kar sakte hain Jo Hamare bahut hi kam sakta hai. Ham Apne Sabhi action ka ek set Bana Lenge aur unhen ek command ke jariye set kar denge jisse bolane ke bad Hamare dwara set kiye Gaye Sabhi kam automatically Ho jaenge.
Smart Display calendar :-
Kahin Baar Ham Hamare Jaruri events aur reminders ke bare mein Bhul Jaate Hain Jiske Karan Hamen Kafi pareshani bhi Hoti Hai. yadi Ham apni Shaadi Ki Salgirah ki date Bhul Jaate Hain To fir Har Koi Jaanta hai ki ghar mein Mahabharat Se Bhi Bada karykram start ho jata hai. in pareshani Se bachne Ke Liye smart speaker per aap calendar per events ko bhi check kar sakte hai.
Technology Ki Duniya Ka yah best experience To Nahin Hai Kyunki speaker per dhimi awaaz mein Yadi Kuchh sunna hai To Ham phone hi Utha sakte hain, lekin smart display Jaise show aur Bhi Jyada upyogi sabit ho sakte hain.
iske liye aap Bina Puche hi Apne din ke events aur reminders ke bare mein badi aasani se jaan sakte hain aur aapko un event or reminders ke bare mein janne ke liye Jyada Pareshan hone ki bhi jarurat Nahin Hogi aap Badi aasani se apne events ke bare mein main pata kar Sakenge.
Speaker ko phone ki tarah use Kare :-
Jab aap apne ghar ke alag Kamre Mein Baithe hue hain aur Sabhi Kamreo mein Smart Speaker Lage hue hain, to aapke pass Ek intercom system bhi Jarur Hoga Aise Mein Amazon Echo Drop In Future Pesh karta hai, Jis Karan aap dusri Echo Devices ko call kar sakte hain. yah process bilkul Hamare phone ke dwara call ki gai Process ke jaisa hi hota hai. Google Home mein yah features aapko Broadcast Ke Naam Se Mil Jayega, Jiska ham smart speaker ka use Calling Ke liye bhi kar Sakenge.
Smart Devices ko link Kare :-
Market mein Ssmart Home Devices bahut jyada hi popular ho rahe hain yah market mein aap ko aasani se kam Dam mein bhi mil Jaenge. best voice hone ke sath hi Behtar performance Dete Hain yadi aapke pass Ek compatible devices He to aap apne bedroom ki light ko aasani se off kar sakte hain ya FIR Air Condition Turn On hai ya off bhi kar sakte hain. Ek smart speaker aapke Smart-Home ko control karne ke liye Central Kab ka kam karta hai.
Display ko photo Album Me Change Kare :-
Smart Home Hub aur The Eco show aapki Sabhi pictures ko display kar sakte hain. aapki pictures ko The Eco show slideshow taiyar kar sakta hai jo continue Badalta rahata Hai Sath hi Google Home Live Album kam Mein Lene Ki permission deta hai jo aapke selected vyaktiyon aur janvaron ki bhi photo ko taiyar karta hai.
Bina Remote Se TV Ko Control Kaise Karen :-
Aaj ke Samay Mein Sabhi chije digital aur smart Ho Gai Hai, To fir Hamara TV Kaise Piche Rah sakta hai. aaj ke Samay Mein market Mein Kai Tarah Ke smart TV maujud Hai Ham smart TV se apne mobile ko connect kar sakte hain Jo screen Ham apne mobile per dekhte hain Kuchh devices ka use karne ke bad Ham use screen ko apni LED TV per dekh sakte hain.
Yaha tak ki yadi hamare pass Hamare TV ka remote Nahin Hai To Ham use apne mobile se bhi control kar sakte hain iske liye Ye Hamen Google home speaker ya FIR Chromecast ki madad leni padh sakti hain. Chromecast ki mothers Ham TV per jo bhi dekhte hain use cast kar sakte hain Yahan tak ki Kuchh TV ke display ko ON aur off bhi kar sakte hain Amazon ke fire TV club ka IR blaster, Blu-ray player Yah adhiktar box ko control kar sakta hai.
iPhone Ko Is Trick Se Banaye Smart
Hang और Slow Smartphone को New Trick से बनाएं Fast
जानिए Jio Smartphone के Specification और features