Smartphone Users Location Tracking off Kaise Kare?
How to turn off location tracking in hindi
user ko Better facilities available karane ke liye mobile location tracking OS(Operating system) har bar apne users ko new new Facility prdan karta hai. Technology Ke dor me users ki Privacy bada issue hai. users ke liye Android and iOS me Location tracking off karne ka Option bhi hota hai. Jise ham off kar sakte hai.
Technology jitna hamare liye Beneficial hai utna hi loss vala bhi hota hai. Technology ka use kar ham kai tarah ke kam asan kar sakte hai. Lekin yahi Technology kai bar hamare liye musibat ka karan bhi ban jati hai. Jisase nikal pana thoda mushkil hota hai.
Android location tracking off kaise kare? (How to stop android location tracking)
Android users apne phone me location tracking off karne ke liye do options se location turn off kar sakte hai. tray bar GPS Turn off kar de.
Is Process ke bad Battery saving our app ko location dena band ho jata hai. Yadi ap chahte hai ki Android location track na kar paye to uske liye Settings me Option select karna hota hai
– users Smartphone settings open kare.
– google option Select kare.
– Google account open kare.
– Data and personalisation choose kare.
– location history par press kare.
– Ab Web and app activity ko off kare.
– Pose again Permission de.
– Phone me Privacy review kare.
Users jab apne Smartphone ki settings me google me Google account open karenge to Review your privacy settings option ko press kare. Ab Get started par Click kare. Is Process ke bad users khud hi dekh sakte hai ki Android phone kon si information store kar raha hai.
Iphone Location track off kaise kare? (How to track off iphone location)
Security ke tor par Apple ke iOSko Strong operating system mana jata hai. Halaki users Apple me bhi apni Location track hone se bach sakte hai.
– Users Iphone settings open kare.
– Privacy select kare.
– Location Service ka Selection kare.
– Ab users Location history off kar de.
– Ab apke samne vo lost open ho jayegi jo Location track karti hai.
– Un apps ki Location off kar de jinke liye Location Unuse ho.
Smartphone Secret Features in Hindi
Made in india Smartphones List in 2021
Android Smartphone Ki RAM Kaise Badhaye?
Hang और Slow Smartphone को New Trick से बनाएं Fast