Fake Apps Identify Tips :- Google Play Store Par Fake App Identity Kese Kare?
How to Identify Fake Apps in the Google Play Store in 2021
Smartphones ki vajah se hamare kai kam bahut asan hog aye hai, lekin sabhi kam Online ho jane se hamari Privacy bhi khatre me gai hai. Kai bar ham Hackers dvara users data chori ki ghatna sunate hai. Smartphone me Security rakhne ke bad bhi kai bar hamare sath bhi is tarah ki ghatna ho jati hai.
Users is bat se anjan rahte hai ki unke phone me jo apps hai vahi data choti ka karan bante hai. Kai bar ham galti se Fake and virus apps ko Download kar lete hai. Ji vajah se hamare sath Bank account chori ya data chori jesi ghatna hoti hai. Fake and virus apps ko download kar Hacker Malicious code our virus send karte hai. Jisase unhe Smartphone ka Full Access mil jata hai. Kai bar Fake apps ki news bhi aa chuki hai jiske bad users koi se Uninstall karne ki salah di
Google Play Store ki Security Policy Strong hai. Lekin Fake apps yaha par mojud hai, users ke liye sabse badi Problem us smay hoti hai jab vah kisi app ko Search karta hai , to uske samne usi name ke kai apps show hote hai jinme se Original apps ki pahchan kar pana thoda mushkil hota hai. Kai bar ham in apps se hi Hacker ko Phone access de dete hai.
Play Store Par Fake App Ka Pata Kaise Kare? (How to Identify Fake Apps in Google Play Store in 2021)
Fake Apps Identify kare :-
Users ko Google Play Store par ek hi name ke kai apps milte hai, jisme se Original apps ki pahchan kar pana sabhi ke liye Difficult hota hai. Original apps ki pahchan karne ke liye apko us app par thoda Focus kare, ap Notice karenge ki Original apps icon ke samne fake apps icon me bahut badlav hai. Kai bar name ham jo Read karte hai vah hota nahi hai, isliye name ki Spelling ko sahi se Read kare. Ho sakta hai ki fake apps ke name me kuchh kami ho.
Developer end app Verify :-
fake apps Create karne vale Closely tarike se Original app ke developer ka name bhi chori kar lete hai. Halaki Original app ki kuchh Specialty ko vah Copy nahi kar pate hai. Original app ke developer ka name ap easily tartah se dekh sakte hai, lekin jo fake apps vale hote hai vah apni detail ko jaldi kisi ke samne ane se rok sakte hai.
Download Count :-
kisi bhi app ko identity karne ke liye sabse easy Method hai, uski Download condition. Jab ap Play store par kisi Famous app ko dekhte hai, jese Facebook, WhatsApp, Instagram, LinkedIn jese aaps ko Million bar Download kiya gaya hai yah uski pahchan batata hai ki ye app kesa hai. Is tarah Fake apps ka ham pata lag asakte hai. Yadi apko Play store par koi Famous Apps ka Fake apps dikh raha hai to ap uski download Count dekh kar Original our Fake apps ka pata kar sakte hai
User Review :-
Kai bar fake app vale apne app ki Publicity ke liye khud ke dvara hi Positive message karte hai. Apko vaha par kai Positive review post milte hai lekin vah bhi fake hi hote hai. Iske liye apko un message me se us message ko identify karna hai jo kisi users ne Original kiya hai, Jahir si bat hai yadi vah apps fake hai to apko Negative comment jarur milenge. Jiske bad ap apne phone se us app ko Uninstall kar sakte hai.
Users ke liye Opinion :-
Google play store par kisi users ko fake apps milta hai to, vah iski Report bhi kar sakte hai, taki koi users is tarah ke fake apps ke changul me na fas paye. Google ko us app ki Report karne se google fake app ke bare me jankari hasil karega ki vah fake hai ya Original. Yadi apko fake app ke bare me pata chalta hai to ap use download na kare. Aap us fake app ko Flag kar sakte ho, Flag karne ke liye apko us app ke niche Flag As Inappropriate Optiondikhega, jis par Click karne se ap us app ki Report kar sakte hai.
Use of Antivirus :
Apne smartphone ko Fake app se Protect karne ke antivirus ka use jarura kare. antivirus se jab bhi ap apne phone me koi fake app ko Download karenge to antivirus apko Warning dega.
Third Party App :-
– Jab bhi ap koi app Download kare to use kabhi bhi Third party app se na kare. Users hamesha Google play store app se hi download kare, kyo ki yaha apko sabhi App scrutiny hoti hai.
– Aap kisi app ke bare me nahi jante hi to bina jankari koi bhi app download nahi kare.
– Jab bhi ap koi app download kare to sabse pahle Typing mistakes, language mistakes ya fir website name me kisi tarah ki koi mistakes najar ati hai to us app ko download na kre.
– Kisi bhi Famous app download karne se pahle uski Official site check jarur kare yadi Official site par app ke bare me koi Information nahi hai to ap us app ko download na kare. Shayd vah app fake ho sakta hai.
– Samay samay par apna smartphone Update karte rahe.
Google Play Store पर Fake apps की शिकायत कैसे करे?
Photography के लिए कौन-सा Apps इस्तेमाल करें
Indian Government के 6 Apps , हर समस्या का है समाधान
ये 5 Apps Mobile में Install करें, कमाए पैसा ही पैसा
Smartphone Users Location Tracking off Kaise Kare?