Gmail par secret E-MAIL kese bheje?

How to Send Secret Email To Gmail in hindi

Users ki Privacy ko dekhte huye Google samay-samay par New features lata rahta hai. Google ne is bar Gmail par ek New features launch kiya hai. Google ne apni Email service Gmail par is features ko Confidential Mode name se launch kiya hai. Jiski madad se Users apne dvara Send email KO Passcode se protect kar sakte hai.

New features se Email Unauthorized Access ko roka ja sakta hai. Confidential Mode ki vajah se ab jab bhi E-mail send hoga to pahle Google ek passcode Generate karega. Is Feature ko Android, iPhone, Computer our Laptop par bhi use kiya ja sakta hai.

Gmail Confidential Mode kam kese karta hai? (Gmail Confidential Mode Works) 

Follow these steps:-

– Computer par is Feature ko use karne ke liye sabse pahle www.gmail.com open kare. Yadi ap smartphone par is Feature ko use kar rahe hai to Gmail app open kare.
– Smartphone par Tap karne se yah open ho jayega lekin, Computer par apko Detail feel kar open kare.
– Gmail Login kar compose button par Click kare. compose Option computer screen ke left side ata hai. Jabki smartphone par Right side ata hai. Smartphone par compose Option ke liye + Icon diya gaya hai.
– Compose E-mail open karne ke bad jise ap E-mail send karna chahte hai uska email address Enter kar message Type kare.
– message Type ke bad Send button ke pas me Clock icon hoga, Smartphone par Three dot ko tap karne par Confidential mode option mil jayega.
– Clock icon par Click kar Confirm by passcode option Select kare. Phone me Confidential mode option ki settings Change kar ap use save kar sakte hai.
– Apne message ka expression time Select kare.
– Jise ap Confirmation message send karna chahte hai uska Mobile number enter karna hoga.
– E-MAIL send hote hi Recipients ke Mobile number par ek Confirmation message send hoga.
– Is puri Process se apke dvara send kiya gaya message Lock ho jayega.
– Users No SMS Pasadde Option ko Select kar bhi send E-MAIL ko Encrypt kar sakte hai.

Note :- Confidential Mode dvara send E-MAIL ko forward, download, copy ya Print nahi kiya ja sakta hai.

Gmail security tips :- Gmail account safe kaise rakhe?

Gmail app par Email Schedule Kaise Kare?

Gmail Se Delete Mail Recover Kaise Kare

Mobile Number Ke Bina Gmail Id Kaise Banaye?

Gmail Smart Compose Aur Gmail Smart Reply Kya Hai

data-full-width-responsive="true">