zindagi Ya Mot Kya Hai Coronavirus? Yaha Milegi Sahi Information

What is Corona Virus With Full Information in Hindi

Coronavirus disease (COVID-19) :- Corona virus jisne puri duniya ko bataya ki dar kya hota hain. social media Ho ya Television har kahi Corona virus ki hi bat ho rahi hai. Corona virus ya COVID-19 se puri duniya me kai mot ho chuki hai. Is khatranak virus ki chapet me karib 80 se jyada desh aa chuke hai.

Corona virus ne India me bhi kadam rakh diya hai. India me kai jagah High alert jari kar diya hai. Corona virus se har koi bhaybhit hai. Kai logo ko abhi tak is baat ki jankqari nahi hai ki akhir yah Corona virus kya hai? Corona virus kaha se aya? Corona Virus ki chapet me akhir kon-kon se desh aaye hai.

status of corona virus in your country

yadi ap ghar bethe apni ya kisi bhi country me corona virus ka status dekhna chahte hai to aap yah badi aasani se kar sakte hai.

Corona virus ki ese kare online Tracking :-

CSSE

Center for System Science and Engineering (CSSE) dvara banai gai ek nai website par koi bhi vykti Access kar pata lagaya ja sakta hai ki Corona virus apke shahar me hai ya nahi.

Is website par is baat ki jankari bhi nikal sakte hai ki Corona virus ki chapet me ab tak kon-kon se desh aye hai. Kis desh me kitni mot hui hai,iske sath aap Corona virus ke kitne marij hai is bat ki jankari bhi nikal sakte hain.

WebMD

WebMD website bhi kafi khayati vali site hai. Yah ek Popular Health Orient website hai, jo Health related sahi Information deti hain. Is website ne bhi Corona virus se Dedicated ek page banaya hai, jahaa apko Corona virus kya hai? Corona virus ke lakshan kya hai? Corona virus lakshan evam bachao? Jesi kai jankariya milti hai.

WHO

World Health Organization (WHO) 

World Health Organization ek Reliable website hai. Is website par Corona virus ke liye Q&A section banaya gaya hai. Jaha sabhi Users ko apne Questions ka sahi javab milta hain. Is website par Corona virus se bachne ke liye Travel Guidelines, Infographics ke alavaa sabhi Information Users ko di jati hai.

Ktne desh huye pidit 

Jankari ke anusar ab tak 80 se jyada desh pidit huye hain.

Death from corona virus 

corona virus ki vajah se abtak lakho Death ho chuki hain.

korona virus ke lakshan 

Corona virus (covoid-19) ke Patient ko pahle Fever hota hai,our Dry cough ke bad Ak week bad me sas lene me pareshani hone lagti hain.

Best Interesting Technology Facts In Hindi 2021

Top 5 Government app, jo har user ke liye hai faydemand

Voter List Me Nahi Hai Name To Kya Kare?

IRCTC Train Ticket Booking process :- Train Ticket Book Kaise Kare?

data-full-width-responsive="true">