laptop se delete kare ye Data, Experts tips for Laptop in hindi

Experts tips for Laptop in hindi

Digital India me har kisi ke pas Computer or laptop to hoga hi, yadi apke pas apna personal laptop ya Computer nahi hai to, jab al offise gaye hnghe vbaha par apne inhe use kiya hoga. Kai logo ke pas apna personal laptop hota hai, jisse vah apne offise ka kam ghar par karte hai.

Kaam karne ke alava vah apne laptop me apni personal Information bhi rakhte hai, to yah apke liye bahut bada khatra ho sakta hai. Kai users apni personal Information our Details ko apne laptop me hi rakhte hai, jo users ke liye Danger ka sign hai. Darasal apki personal Information ko Hackers Hack karsakte hai.

Credit card number :-

All users Google Chrome ka hi use karte hai. Jab apke pas laptop hai to kabhi na kabhi apne Online payment ke liye apne Credit card ka use to kiya hi hoga. Kai users Online payment ke bad apne Credit card number ko save kar dete hai. Yadi apne bhi esa kiya hai to fir ap chor ko Invitation de kar bulane ka kam kar rahe hai. Jab aap apne laptop se Online payment karte hai, to card save karne ka Option apko milta hoga.

Yadi ap use ok kar dete hai to yah apke liye pareshani ka karn ban sakta hai. Yadi apne bhi apne laptop par Credit card number ko save kiya hua hai to jald hi ap ise jald hi Delete kar dijiye. Yadi ap ise delete nahi karenge to vo din dur nahi jab apka Bank account khali hone me time nahi lagega . sapni Personal details ko delete karne ke liye Google Chrome Advanced Settings ka use kare.

Bank statement :-

Yadi apka Bank account hai to Jahir si bat hai ki apke E-mail id par Every month Bank se PDF me Bank statement aata hi hoga. Kai bar aap use Download nahi karte hai, lekin apne kabhi na kabhi to Bank se apke mail par aai PDF file ko open kiya hi hoga. Download karne ke bad apne abhi tak use Download folder se delete nahi kiya hoga. Yadi apne bhi esa kiya hai to sabse pahle sabhi kam chhod kar us Download folder me jaye our Bank se aye Bank statement ko vaha se delete kar de. Yadi apka laptop Hackers ne Hack kar liya to, apka Bank account bhi unki girft me aa sakta hai.

personal information :-

users ke pas apna laptop hai, to har koi usme apni personal information to rakhta hi hai. Lekin apke dvara kiye jane vali har activity Hackers ko moka dete hai. Apki jankari chori karne ka. Yadi apke laptop me bhi home address, Mobile number, date of birth our full name hai, to apki information ko chori kar fake profile Create kar sakte hai. Is Problem se bachne ke liye apko savdhan rahte huye apni sabhi Details ko delete kare de.

personal Photos:-

Photo collection rakhna sabhi ko pasnd hai, har koi apni old se old photo ko apne laptop me save kar rakhta hai. Halaki kai users is bat ko bhul jate hai, ki apki photo ko laptop se chori kar Fake papers ready karne ke liye Notary se Verification karva kar use kar sakte hai. Kai bar Criminal apke photo chori karke uska Miss use kiya ja sakta hai. Aapke laptop se apki photos chori kar apki identification ko Expose kiya ja sakta hai.

without formatting Computer-Laptop की Speed कैसे Badhaye?

Second Hand Laptop खरीदने से पहले ध्यान रखें ये बातें

Best Laptop Under 25 Thousand :- सस्ता और अच्छा लैपटॉप कीमत 25 हजार से कम

Avita Essential Laptop With 14-Inch Full-HD Display शानदार लैपटॉप

Laptop To Laptop Data Transfer Kaise Karte Hai?

data-full-width-responsive="true">