How to create QR code :- QR code kya hota hai?

How to create QR code in Hindi 2021

Jab bhi ham koi Product kharidate hai to us par ek aada-tirachha Black design ki picture bani hoti hai. Apki jankari ke liye bata de ki ese QR Code kaha jata hain. Is QR Code ko Scan kar ham us Product ki sari Information nikal sakte hain.

chhote se QR Code me bahut Information chhupi hoti hain. QR Code ka use Payment karna ho ya fir koi app Install karna ho har kahi is Code ka use hota hai. Market me milne vale har Product par yah QR Code bana hota hai. QR Code se hame download link bhi mil jati hai.

QR codeUse kaise kare?

QR Code ka use kafi asan hai. Iska use karne ke liye kisi bhi User ko sirf ise Scan karna hota hai. Kai vykti apni Information dusro ko batane ke liye VCard ka use karte hai. vkard me vykti apni Personal information Ed karta hai, jese : name, number, nickname, address, email, fax, photo ke sath kai jankari hoti hain. vkard ko badi asani se banaya ja sakta hai.

vkard QR Code Kya hai?

Asan shabdo me kahe to ise Electronic business card ke name se bhi jana jata hai. Is card me vyakti ki sabhi information mil jati hai. Apke smartphone me save Contact ka format VCard format me hi hota hai.

Jab User ise share karna chahta hai to use sirf VCard format me hi kiya ja sakta hai. Jise apne smartphone me save karne par puri Information mil jati hai.

QR code kya hai?

kai Websites ya Product par Black and white color photo print hoti hai. Jise QR code kaha jata hai. Is code ko Scan kar hame kafi Information milti hai.

contact QR code kaise banaye?

contact QR code banana bahut hi asan hai. Is code ko banane ke liye google par kai Sites di gai hai. Apko google par QR generate Search karna hai or apke samne kai QR code banane vali Websites ki link mil jayegi. Ya fir ap the-qrcode-generator.com par bhi QR code bana sakte hai.

contact QR code ki Information Fill kaise kaise?

in Websites par Vcard option me apni sabhi Information ko bhar sakte hai.

Sabhi Information Fill karne ke bad Generate QR code Select kare. Apke dvara di gai Information ke anusar apke QR code ki Image Generate kar di jayegi.

Generate Image ko download kar le. Ab jab bhi koi is QR code ko apne Mobile se scan karega to apke dvara bhari gai sabhi jankari unhe mil jayegi.

Success Ke liye Naye idea Create Kaise Kare

IRCTC Train Ticket Booking process :- Train Ticket Book Kaise Kare?

mAadhaar APP Kya hai, How to use mAadhaar App

Without Blue Tick Whatsapp Message Kaise Padhe

data-full-width-responsive="true">