Web Browsing And E-Payment Secure Kaise Kare

Technological World Me Har Koi Email, Online Shopping, Bank Transaction Ka Bahut Jyada Use Kar Raha Hai. Jab Se Prime Minister Of India Narendra Modi Ne Note Bandi Karne Ke Bad India Me Online Transaction Ka Bahut Jyada Chalan Bada Hai. Har Koi Online Transaction Kar Raha Hai, Iske Bawjud Vah Apni Personal Information Leaked Hone Se Pareshan Hai.

Kai Bar Users Is Dar Se Jya Pareshan Rahta Hai Ki Kahi Koi Online Transaction Karne Se Hackers Unka Personal Information Hack Na Kar Le. Is Pareshani Se Bachne Ke Liye Users Kai Tarah Se Apne Data Ko Secure Kar Sakta Hai. Users E-Payment And Browsing Secure Karne Ke Liye Kai Tarah Ke Tarike Use Kar Users Is Pareshani Se Bach Sakta Hai.

Users HTTPS Technology Website Ka Use Kar Is Pareshani Se Bach Sakte Hai. Halaki HTTPS Technology Ko Check Karna Not Possible Hai. Is Situation Me Users Extension Ka Use Kar Sakte Hai. Users Https-Everywhere Ko Free Download Kar Apne Browser Me Install Kar Sakte Hai. Ye Extension Mozilla Firefox, Chrome Browser End Opera Mini Ko Support Karta Hai. Is Extension Ko Special Technique Ka Use Kar Banaya Gaya Hai. Users Desktop And Laptop Par Secure Browsing Karne Ke Liye Iska Use Kar Sakta Hai.

Kaise Install Kare Extension ?

  1. Users Sabse Pahle Apne Browser Ko Open Kare.
  2. Url Box Me https://www.Eff.Org/ https-Everywhere Inter Kare.
  3. Ab Apke Samne Four Options Show Honge.
  4. Kisi Ek Options Select Kar Browser Me Install Kar Le.

Browser Me Is Me Extension Ko Install Karne Ke Bad Users Ko Browser URL Ke Pas Hi Sign Show Hoga, Jis Par Click Ka Rap Extension Menu Open Kar Sakte Hai. Vese To Extension Website Block Kar Deta Hai. Lekin All HTTPS Request On Ho Jayegi Our Non HTTPS Website Closed Ho Jayegi.

Fraud Karne Vale Log Kai Tarah Se Apse Apki Personal Information And Security Details Mang Lete Hai, Our Apko Is Bare Me Pata Bhi Nahi Chalta Hai. Ap Unhe Apni Sabhi Information De Bhi Dete Hai. Aaj Ham Apko Online Banking Fraud Ke Bare Me Batayenge Jinke Bare Me Aap Shyad Jante Nahi Hai.

Trojan ЁЯЩВ

Trojan Internet Virus Hai, Jo Users Jab Computer Me Internet Use Karte Samay Download Ho Jata Hai. Yadi Trojan Virus Ek Bar Apke Computer Me Install Ho Jata Hai, To Ye Online Activity Monitors Karta Hai. Yah Automatic Credit Card Number Or Password Ko Hack Kar Leta Hai.

Phishing Email ЁЯЩВ

Users Ke Mail ID Par Large Organization Se Send Kiya Gaya Fraud Email Hota Hai. Phishing Email Malware End Spy Ware Hota Hai, Jo Password Client Details And PIN Ko Hack Kar Leta Hai. Users Ko Ye Point Of Contact Par Bhi Users Ko Kafi Worried Karta Hai. Point Of Contact Me , Mobile Banking App, ATM Internet Banking Sites, E-Commerce End Site Payment Interface Ho Sakta Hai.

Win Money / Extra Income Email Scam ЁЯЩВ

Jo Users Job Searching, Online Paise Kaise Kamaye Search Karte Hai Unhe Target Kar E-Mail Send Kiya Jata Hai. Hackers Big Company Website Use Kar Users Ko Is Tarah Ka Greed De Kar Unhe Apne Jaal Me Fasaya Jata Hai. Is Tarah Ke E-Mail Me Users Ko Kam Work Me Jyada Paise Dene Ki Bat Kahi Jati Hai. Hackers Apse Apki Personal Information Magte Huye Money Transfer Karne Ke Liye Bank Details Mangte Hai. Sath Hi Job Ke Liye Apse Unke Bank Account Me Kuchh Money Transfer Karne Ke Liye Kaha Jata Hai, Jiske Bad Ap Un Hackers Ki Giraft Me Aa Jate Hai.

Safe Internet Banking Kaise Kare ?

Real Anti Virus Software ЁЯЩВ

Users Apne Computer Me Real Anti Virus Software Ka Hi Use Kare. Apne Computer Ko Phishing, Malware Se Bachane Ke Liye Real Anti Virus Software Ka Use Kare.

Avoid Using Public Wi-Fi ЁЯЩВ

Open Wi-Fi Network Ka Use Karna Sabse Bada Users Ke Liye Khatra Hota Hai. Hacker Open Wi-Fi Network Se Apke Sabhi Data Par Najar Rakh Sakta Hai. Hacker Unsecured Connection Ka Hi Moka Dekhte Hai, Jaha Se Vah Asani Se Apke System Me Malware Send Kar Sakte Hai.Isliye Users Public Wi-Fi Access Se Internet End Mobile Banking Se Payment Ya E-Commerce Site Ka Use Na Kare.

Update Smartphone Operating System ЁЯЩВ

Users Hamesha Latest Security Patch End Update Operating System Se Lench Apka Phone Hona Chahiye. Users Ko Kabhi Apne Phone Me Security Control Removal Nahi Karna Chahiye. Jab Bhi Aap Kisi App Ko Download Kare, To Jo Jaruri Ho Usi App Ko Aap Access De.

Change Password And Difficult ЁЯЩВ

Users Ko Apna Password Samay-Samay Par Change Karna Hoga, Lekin Dhyan Rahe Ki Apka Password Kafi Difficult Our Strong Hona Jaruri Hai. Isse Users Ko Apni Information Save Rakhne Me Madad Milegi. Users Is Bat Ka Dhyan Rakhe Ki Vah Apni Details Secret Rakhe. Kabhi Bhi Apni Personal Information Kisi Se Share Na Kare. Jab Bhi Ap Naya Password Create Kare To Vah Complicated Password Hona Chahiye.

Mobile Notification Facility :-

Kai Users Bar Bar Ke Notification Ke Pareshan Ho Kar Vah Is Facility Ko Off Kar Dete Hai, Lekin Dhyan Rahe Ki Mobile Notification Facility Se Ap Kafi Pareshani Me Pad Sakte Hai. Yadi Kisi Users Ne Mobile Notification Facility Nahi Li Hai To Vah Is Facility Ko Jald Hi Le, Kyo Ki Isase Apko Kafi Suvidha Hoti Ha. Users Notification Se Apne Bank Account Par Najar Rakh Sakte Hai. Yadi Apke Bank Account Se Kisi Tarah Ki Chhedchhad Hoti Hai To, Ap Apna Password Change Kar Use Secure Kar Sakte Hai.

Net Banking Account Login ЁЯЩВ

Users Is Bat Ka Special Dhyan Rakhe Ki Vah Jab Bhi Net Banking Use Kare To Bank Website Par Hi Login Kare. Third Party Website End Promotional Mail Apke Liye Dangerous H Sakta Hai. Users Yadi Kisi . Third Party Website End Promotional Mail Se Net Banking Login Kar Use Karte Hai , To Apka Account Khali Hone Me Samay Nahi Lagega. Yah Kafi Dangerous Hota Hai.

Cyber Cafes End Public Computers Par Net Banking Na Kare ЁЯЩВ

Users Ese Computers Ka Use Kar Raha Hai Jis Par Uske Alava Our Koi Bhi Use Karta Hai To Vaha Se Kabhi Bhi Ap Net Banking Karne Ki Galti Na Kare. Vaha Se Apki Banking Details Chori Hone Ka Khatra Our Bhi Bad Jata Hai. Yadi Jyada Hi Jaruri Hai To Ap Vaha Se Net Banking Karne Ke Bad Browsing History Delete Kar De. Kabhi Bhi Public Computer Par Login Id And Password Save Option Par Click Na Kare.

Check Your Account Regularly ЁЯЩВ

Kai Bar Apko Bank Website Last Login Date Batate Hai Yadi Apko Ksii Tarah Ki Koi Activity Galat Dekhe Jiske Bare Me Apko Information Nahi Hai To, Is Bat Ki Information Apne Bank Ko Jarur De. Jitna Jaldi Ho Sake Apna Password Change Kar De.

Online Payment Kya Hai ? Janiye Mobile Banking Security Tips

рдЬрд╛рдирд┐рдП рдХреНрдпрд╛ рд╣реИ NEFT, RTGS, IMPS Net Banking

рдЧрд▓рдд рдмреИрдВрдХ рдЕрдХрд╛рдЙрдВрдЯ рдореЗрдВ рдЯреНрд░рд╛рдВрд╕рдлрд░ рд╣реЛ рдЧрдП рдкреИрд╕реЗ, рддреЛ рдХрд░реЗ рдпреЗ рдХрд╛рдо

Ethical Hacking Career : рд╣реИрдХрд░ рдХреИрд╕реЗ рдмрдирддреЗ рд╣реИрдВ, рд╣реИрдХрд┐рдВрдЧ рд╕реАрдЦрдиреЗ рдХреЗ рд▓рд┐рдП рдХреНрдпрд╛ рдЬрд░реВрд░реА рдХреЛрд░реНрд╕ рд╣реИрдВ?

Without Internet Google Map Kaise Use Kare?

рдЗрдВрдЯрд░рдиреЗрдЯ рдХреНрдпрд╛ рд╣реИ, Internet рдХрд╛рдо рдХреИрд╕реЗ рдХрд░рддрд╛ рд╣реИ рдЬрд╛рдирд┐рдП

data-full-width-responsive="true">