Kai Logo Ko Reading Karna Bahut Achha Lagta Hai, Vah Kisi Bhi Topic Ko Read Karne Lag Jate Hai. Kai Logo Ko Article Reading Karna Bahut Pasand Hota Hai, Lekin Samay Ki Kami Ke Chalate Vah Us Article Ko Read Nahi Kar Pate Hai, Yadi Apke Sath Bhi Ye Problem Hoti Hai To Ap Is Problem Se Ajadi Pa Sakte Hai.
Ab Ap Jis Bhi Article Ko Read Karna Chahte Hai, Lekin Time Nahi Hone Ki Vajah Se Read Nahi Kar Pate Hai To, Ap Us Article Ko Save Kar Rakh Sakte Hai Our Bad Me Jab Bhi Apko Time Mile Tab Us Article Ko Read Kar Sakte Hai. (How To Read Offline Article )
Jab Bhi Users Kisi Article Ko Mobile, Laptop, Consumer Ya Tablet Me Save Karna Chhate Hai To, Iske Liye Apko Kuchh Easy Steps Follow Karne Ke Bad Ap Apne Favorite Article Ko Kabhi Bhi Read Kar Sakte Hai
Iphone Users :-
Aap Iphone Users Hai To, Safari Browser Me Yadi Koi Bhi Article Ya News Ko Bad Me Read Karne Ke Liye Use Save Kar Sakte Hai. Jiske Bad Ap Kabhi Bhi Us Article Ya News Ko Bad Me Iphone, Ma, Ipad Par Kabhi Bhi Read Kar Sakte Hai. Users Kisi Bhi Article Ko Safari Browser Me Save Karne Ke Liye Users Ko Share Button Click Karne Ke Bad Add To Reading List Ko Select Karna Hoga. Is Process Ke Bad Apka Favorite Article Save Ho Jayega. Users Ko Jab Bhi Time Mile To Vah Safari Browser Open Kar Reading List Open Kar Apna Article Par Tab Kar Use Read Kar Sakte Hai.
Iphone Ki Tarah Hi Google Ne Bhi Apne Android Phone Users Ko Bhi Is Facility Ka Option Diya Hai, Jiske Liye Sabhi Android Users Yadi Chrome Browser Me Koi Article Read Kar Rahe Hai, Our Unke Pas Us Article Ko Read Karne Ka Time Nahi Hai To, Vah Use Save Kar Sakte Hai, Jiske Liye Vah Us Article Par Kuchh Der Tak Tab Kar Ke Rakhe.
Ab Apko Download Link Par Click Karna Hoga. Ab Aapka Favorite Article Save Ho Jayega. Ab Aapko Jab Bhi Time Mile To Us Favorite Article Ko Read Karne Ke Liye Menu Option Open Karna Hoga. Jisme Download Option Par Click Ka Rap Apne Selected Article Ko Jab Man Kare Tab Read Kar Sakte Hai.
User Yadi Dusre Tarike Se Apne Article Ko Save Karna Chahte Hai To Vah Play Store Ya App Store Par Available Kai Tarah Ke Apps Ka Bhu Use Kar Sakte Hai. Google Play Store Ya App Store Par Bhi Ese Kai Apps Hai Jinka Use Kar Users Apne Favorite Article Ya News Ko Save Kar Rakh Sakta Hai, Our Bad Me Kabhi Bhi Unhe Read Kar Sakta Hai. Users Pocket, Too Jese Kai Apps Play Store Ya App Store Par Available Hai, Jinka Use Ham Computers, Iphone And Android
Par Kar Sakte Hai.
Chrome Web Browser Users Article Save Karne Ke Liye Pocket App Download Kar Sakte Hai. Aap Is App Par Click Kar Kisi Bhi Article Ko Chrome Par Save Kar Sakte Hai. Is Epp Me Bahut Special Features Bhi Hai. Is App Ke Jariye Users Kisi Bhi Article Ko Special Tag Se Search Kar Sakte Hai. Apko Ye App Google Play Store Par Free Download Karne Ke Liye Milta Hai.
Offline Mode :-
Users Ke Liye Offline Mode Bhi Bahut Hi Special Features Hai. Google Ne Apne Sabhi Users Ko Ye Features Kuchh Samay Pahle Hi Diya Hai. Is Features Ka Use Android Users Kabhi Bhi Kahi Bhi Apne Favorite Content Ya Article Ko Offline Mode Me Save Kar Rakh Sakte Hai. Offline Mode Me Article Save Karne Ka Sabse Achhi Bat Ye Hai Ki Users Ko Iske Liye Without Internet Connection Ke Bhi Apne Favorite Content Ya Article Ko Save Kar Sakte Hai
Kisi Bhi Article Ko Offline Mode Me Save Karne Ke Liye Sabse Pahle Us Article Ki Link Par Kuchh Samay Ke Liye Press Karna Hoga. Ab Users Ke Samne Download Link Option Hoga Jise Click Karne Ke Bad Apka Article Save Ho Jayega.
Jab Bhi Apko Time Mile Tab Us Article Ko Read Karne Ke Liye Apko New Offline Badge Open Karna Hoga. Ab Users Ko New Tap Me Apna Favorite Article Show Hoga Jise Unhone Read Karne Ke Liye Save Kiya Hua Tha.
Users Ke Liye Offline Page Par Apko New Download Page Letter Ka Option Bhi Add Kiya Gaya Hai. Is Features Se Jab Bhi Apke Device Me Internet Connection On Hoga To, Ye Automatic Download Ho Jayega.
Without Internet Google Map Kaise Use Kare?
Without Internet Smartphone Use
इंटरनेट क्या है, Internet काम कैसे करता है जानिए
Computer Keyboard Shortcuts Key
Web Browsing And E-Payment Secure Kaise Kare
Mozilla Firefox Kya Hai? Lite Version Kaise Karta Hai Kam
Women Home Based Business Kaise Kare?