Pradhan Mantri Rojgar Protsahan Yojana kya hai,PMRY Loan Yojana Online Apply 2021

PMRY Loan Yojana Online Apply 2021

Har koi job chhodkar apna khud ka Business karna chahta hai. kai vykti apne Business ko Start karne ke bare me Plan bhi bana rahe honge. Lekin paise ki kami ke karan har koi apne Dreams ko pura nahi kar pata hai.lekin aap Pradhan mantri rojgar yojana ka labh le kar apne Dreams ko pura kar sakte hai.

Pradhan Mantri Rozgar Yojana 2021-PMRY (Prime Minister Employment Scheme)

Pradhan mantri rojgar yojana (PMRPY) ko banane ka purpose sirf Young educated population ke liye banaya gaya tha, jo berojgar hai. is scheme me Last Payment deposit karne, Credit score evaluation karne end Loan approval hone ke liye pareshan hone ki jarurat nahi hai.

Pradhan Mantri Rojgar Protsahan Yojana kya hai?

Government ki is Loan scheme ka purpose Manufacturing, Business, Service or business Venture start karne ke liye india ke Educated lekin berojgar youth ko Subsidy ke sath financial help dena hai.

Pradhan Mantri Rojgar Protsahan Yojana ki shuruaat kab hui?

India me berojgari ki badti Problem ko dekhte huye Self employment ke liye youth ko Inspire karne ke liye Prime Minister Narendra Modi ne Pradhan Mantri Rojgar Protsahan Yojana ki shuruaat 9 August 2016 ko ki thi.

Pradhan Mantri Rojgar Protsahan Yojana Website

Indian government ke dvara Start ki gai Pradhan Mantri Rojgar Protsahan Yojana ki jankari apko PMRPY official website par mil jayegi, Lekin dhyan rahe ki apko iski right Information sirf official website par hi milegi jiski link https://pmrpy.gov.in/ hai. kisi bhi Fake website par bharosa nahi kare. Ap Pradhan Mantri Rojgar Protsahan Yojana ke liye Online Application bhi de sakte hai.

Pradhan Mantri Rojgar Protsahan Yojana Terms and conditions

– Pradhan Mantri Rojgar Protsahan Yojana me application dene vale Applicant ki Age 18-35 ki honi chahiye. North-eastern states citizens ke liye Age Limit 18 to 40 years hai.
– Pradhan Mantri Rojgar Protsahan Yojana ka labh lene ke liye apko Official website par khud ko Registered karna compulsory hai.
– Applicant ki Income 15,000 rupees / monthly se jyada nahi honi chahiye.
– Applicant 240 days / year ka Employed ho.
– SC / ST, women, ex-servicemen Physically handicapped Applicant ko jyada chhut di jati hai.
– Applicant ke pas Area ka 3 years se jyada ka Residence proof hona chahiye.
– Applicant 8th pass hona compulsory hai.
– Bank defaulters Pradhan Mantri Rojgar Protsahan Yojana lka labh nahi le sakta hai.

purpose of Pradhan Mantri Rojgar Protsahan Yojana 

Yadi ap koi Business Start karte hai, to usme work karne vale people ke liye EPF and EPS Total amount government unke account me Deposit karegi is Yojana ki shuruaat 2017 me hui thi, April 2018 me is Yojana me sanshodhan kiya gaya tha.

Sanshodhan kiye jane ke bad New employees ke liye three years tak Employer ki taraf se EPF and EPS me kiye jane vala 12% contribution central government karegi. 2016-17 Budget Speech me Arun Jaitley ne formal sector me new jobs increase karne ke purpose se is Yojana ki shuruaat ki thi. Unhone kaha tha ki, SME Sector me New Employees ke liye Government apni taraf se Contribution degi.

EPFO account opening karne par New Employees ke liye EPS Salary ka 8.33 percent contribution government kregi. SME Sector New Employee ke pf Benefits available karane ki Interest bhi badega.

Features of Pradhan Mantri Rojgar Protsahan Yojana 

– Is Yojana me 15% subsidy milti hai, jo 12,500 rupees / person hai. Difficult areas me subsidy jyada hai.
– Yojana ka Dual purpose Employer Staff ki EPS and EPF care kiye bina apni required anusar staff Hire kar sakta hai, jisase Rojgar me growth hogi.
– Is Yojana ka labh lene ke liye apko apne business ko Shram Suvidha Portal se Labour Identification Number (LIN) lena jaruri hai.
– Iska Benefit sirf vahi applicant le sakte hai, jinka pahle se EPFO par UAN linked account hoga. is Yojana ka ka Benefit lene ke liye ye condition Compulsory hai.
– Is tarah ki Institutions me work karne se koi bhi Staff sankoch nahi karenge,kyo ki shuruaat se hi Institute me Social and economic protection hoga.
– NGO bhi is Scheme ke Under Subsidy benefit le sakenge, jo sabhi limit ke According hoga.
– Government se Recognized institute me Trained applicants ko is Yojana me Priority di jayegi.
– Pradhan Mantri Rojgar Protsahan Yojana ka target sirf berojgari ko kam karna our berojgaro ko job dena hai.
– Is Yojana me country ke youth ko self dependent banakar Country ko new direction dena bhi ek Main purpose hai.
– new business Start karne ke doran PF and EPS ke load se bachna bhi is Yojana ka purpose hai.
– Joint business start karne ke par is Yojana me incentive Provide kiya jata hai.
– Applicants ko Yojana me training bhi provide ki jati hai, jo Field wise Different- Different time ka hota hai.

Qualification :-

– Is Yojana ka labh lene ke liye apki Age 18 se 35 years ke bich honi jaruri hai.
– Women, SC / ST, Ex-servicemen, Physically handicapped ko 10 years Age me discount diya jata hai.
– north-eastern states Citizens ki Age Limit 18 to 40 years tak hai.
– apke pas 3 years ka Local residents area ka hona jaruri hai.
– Minimum Qualification 8th pass hona Compulsory hai.
– Minimum 6 months ka Government recognized business institute me Trained candidates ko Priority di jati hai.
– husband wife, mother-father ko milakar Applicant ki Total annual income 1 lakh se jyada nahi honi chahiye.

Koun nahi le sakte Pradhan Mantri Rojgar Protsahan Yojana ka labh?

– Nationalized bank or financial institution ke payment me Defaulter rah chuke log.
– Other Government Subsidy Scheme ka labh lene vale bhi is Yojana ka labh nahi le sakte hai. apko kisi bhi tarah ki koi Subsidy mil chuki hai, to ap is Yojana ka Benefit nahi le sakte hai.
– Economically viable business ko is Yojana me add kiya gaya hai.
– Primary krshi sanchaalan jisme Production direct rup se phasal ki paidavar ke sath Direct connection ho, vah bhi is Yojana ka labh nahi le sakenge.
– Farming business related Activities isme add hai.

PMRY Eligibility :-

only 18 se 40 year tak ke hi Young is Yojana ka labh lene ke liye application kar sakenge.

Intending person ka Minimum Metric Exam pass karna Compulsory hai.

PMRY Required documents

– Aadhar Card
– income certificate
– caste certificate
– residence certificate
– identity card
– started business Description
– mobile number
– Passport size photo

Pradhan Mantri Rojgar Protsahan Yojana online Apply kaise kare?

Hamare dvara bataye gaye sabhi Eligibility ko yadi aap pura karte hai, to ap hamare dvara batai gai Steps follow kar Pradhan Mantri Rojgar Protsahan Yojana me online avedan kar sakte hai.

First stage :

Sabse pahle ap Pradhan Mantri Rojgar Protsahan Yojana ki Official website par jaye.

Second stage :

Website homepage par Application form par click kare, our application form ko Download kar le.

third step :-

application form me ouchhi gai Information jese Applicant Name, Aadhar Card Number, Mobile Number etc Enter kare.

Fourth stage:-

All necessary documents ko Designated places par Upload kar de. Our apne All documents ki checking karne ke bad bank me jama kara de.

Step five:-

Bank officials ke dvara apke documents Check karne ke bad apko Inform kar diya jayega. Yadi apke documents sahi hote hai, to apke bank account me Loan Amount Transfer kar diya jayega.

PMRY Yojana  Coverage :-

Pradhan Mantri Rojgar Protsahan Yojana me har Sector me milne vala Amount is prkar hai. Business Sector 2 Lakhs, Service sector 5 lakhs, Industry Sector 5 Lakhs, 2 ya 2 se jyada Patnarship hone par 10 lakh ka loan mil sakta hai. Business and service sector Single people Projects costing Rs 2 lakhs hone par Guarantee or security required nahi hai. har partner ko 2 lakh rupees ki chhut di jati hai. Small Scale Industries (SSI) ke liye 5 lakh per person Coverage diya jata hai.

PMRY Yojana  Interest Rate:-

Pradhan Mantri Rojgar Protsahan Yojana me interest Rate Change hota rahta hai. jab ap loan ke liye Application denge, to apko Time end guidelines ke bare me bataya jayega.

PMRY Yojana Subsidy :-

Pradhan Mantri Rojgar Protsahan Yojana ke Under 15% tak Subsidy Di jati hai, jo per person 12,500 Rupees tak limited hoti hai. North-East States, Himachal Pradesh, Uttaranchal and Jammu and Kashmir areas me 15,000 Rupees tak limited hai. Self-help groups per beneficiary 15,000 Rupees tak Subsidy ka benefit le sakenge, jo per group 0.25 lakh rupees hai.

PMRY Yojana Training :-

Pradhan Mantri Rojgar Protsahan Yojana ke Under Working 3 to 7 years ka hota hai. Business and service sector ke liye Training Time 7 to 10 days ka hota hai. Industrial Area ke liye Time 15 to 20 days ka hota hai. Pradhan Mantri Rojgar Protsahan Yojana ka Benefit lene ke liye apko apne Residence area ke General Manager of DIC se contact karna hoga. ap yadi fir bhi kuchh Confusion ho to Pradhan Mantri Rojgar Protsahan Yojana ki Official website se Information Search kar sakte hai.

PM Kisan Samman Nidhi Yojana में आवेदन कैसे करें, लिस्ट में नाम कैसे चेक करें?

प्रधानमंत्री उज्ज्वला योजना PMUY की जानकारी, मुफ्त गैस कनैक्शन कैसे लें?

प्रधानमंत्री फसल बीमा योजना PMFBY नियम, प्रीमियम, क्लैम की जानकारी

CTR, CPC, CPM, CPA, CPL, Kya Hote Hai

Board exam me Topper kaise bane?

data-full-width-responsive="true">