Short URL Kaise Banaye, Janiye URL Se Paise Kamane Ke Tarike

Domain Name Ya Web Address File, Directory, Website Page Ka Address Hota Hai. Jise Ham URL Ke Name Se Jante Hai. Kisi Bhi Website Ka URL Uske Home Page Representative Karta Hai. Easy Language Me Kahe To Kisi Bhi Website Par Jane Ke Liye Ham Jis Address Ka Use Karte Hai, Use URL Kaha Jata Hai. Yah Website Ke Address Protocol Our Domain Name Se Iski Beginning Hoti Hai Our Domain Code Se End Hota Hai.

Jab Bhi Users Intrnet Ka Use Karte Hai, To Hame Kisi Bhi Website Ko Open Karne Ke Liye URL Ka Use Karna Hota Hai. Kai Users Kahte Hai Ki URL Ka Use Sirf World Wide Web(Www) Par Hi Kiya Jata Hai, Lekin Ye Kahna Galat Hai. Apki Jankari Ke Liye Bata De Ki URL Local Network Resource Ko Bhi Point Kar Sakta Hai.

URL Kya Hota Hai ?

URL Ka Full Name Uniform Resource Locator Hai. Internet Par Available Resource Ka Specific Address Hi URL Kahlata Hai. URL Ka Invention 1994 Me First Time Tim Berners-Lee Our Internet Engineering Task Force Ne Kiya Tha. Internet World Ka The Largest Computer Network Hai. Jaha Ysers Ko Audio, Video, Documents, Files, Graphics Etc Available Hai. Yah Sabhi Unlimited Hai. Jinki Identity Karne Ke Liye Unhe Jo Name Diya Gaya Hai Unhe URL Kaha Jata Hai. File, Photo,Video, Song Ka Address Jaha Se Unhe Download Kiya Jata Hai. Use Ham URL Kah Sakte Hai.

URL Kaha Hote Hai?

Kuchh Uses Ka Questions Hota Hai Ki URL Kaha Hote Hai. Apki Njankari Ke Liye Bata De Ki URL Apke Browser Window Ke Search Box Me Hota Hai. Yah Apke Smartphone Me Bhi Hota Hai, Jise Ap Scroll Karte Hai To Vah Apko Show Nahi Hot Hai, Ap Upar Niche Scroll Kar Full URL Access Kar Sakte Hai. Jab Users Kisi Post, Blog, Video, Photo Ko Share Karte Hai To Jo Link Show Hoti Hai URL Hoti Hai. Kai Bar Apko Bahut Badi Urldikhai Deti Hai, To Kai Bar Bahut Chhoti URL Apko Dekhne Ko Milti Hai. Users Ko Large URL Dikhati Hai Vah Original URL Hoti Hai, Our Jo Small URL Dikhai Deti Hai Vah Vah Other Website Se Small Ki Jati Hai.

Kai Bar URL Itne Bade Hote Hai Ki Users Unhe Dkh Kar Hi Kafi Pareshan Ho Jate Hai. Lekin Users Ko Pareshan Hone Ki Jarurat Nahi Hai, Kyo Ki Internet Par Esi Kai Website Hai Jinka Use Ka Aap Apni URL Ko Chhota Kar Sakte Hai.

Short URL Ka Kya Hai ?

Internet Ka Use Karte Samay Kai Bar Hamare Pas Link Ati Hai, Jise Open Karne Par Vah Kafi Badi Ho Jati Hai, Our Jot Axe Hame Pahle Show Hota Hai, Vah Bahut Bada Hone Ke Sath Vah Pura Badal Jata Hai. Use Hi URL Kaha Jata Hai. Short URL Ka Use Kai Users Apni Post Ki URL Ko Short Karne Me Karte Hai.

Users Yadi Short URL Karna Chahte Hai To Unhe Sirf Google Par Short URL Type Kar Search Karnana Hoga Jiske Bad Apke Samne Short URL Ki Kai Websites Open Ho Jayegi. Jaha Se Ap Apni URL Ko Short Kar Sakte Hai.

Short URL Kaise Create Kare?

Bitly :-

Short URL Karne Ke Liye Sabse Best Sites Hai, Bitly Jaha Users Real Time Traffic Ke Sath Other Data Bhi Dekh Sakta Hai.

URL/Link Short Kese Kare ?

1. Users Jis Link Ko Short Karna Chahte Hai, Use Copy Kar Le.
2. AB Bitly Website Ko Open Kare.
3. Aone Jo Link Copy Ki Hai Use Input Box Me Pest Kare.
4. Ab Apke Samne New Short URL Generate Hoga, Jise Open Ka Rap Use Use Kar Sakte Hai.

Goo.Gl :-

Ye Sites Short URL Karne Ke Liye Sabse Famous Our Popular Sites Hai, Jiska Karan Google Hai, Ji Ha Ye Sites Google Ki Official URL Shortener Hai. Iska Use Kar Koi Bhi Users URL Ko Short Kar Sakta Hai. Google Url Shortener Me Users Daily, Weekly And Monthly Data Checks Kar Sakta Hai.

Su.Pr :-

Short YRL Karne Ki Ye Sites Stumble Upon Ki Official URL Shortener Hai. Yaha Users Ko Analytical Support Bhi Milta Hai.

Tinyurl:-

Tinyurl Shortener Me Users Ko Browser Tool Bar Feature Ki Facility Bhi Di Gai Hai. Jiska Use Kar Vah Kisi Bhi URL Ko Easily Se URL Ko Short Kar Sakta Hai. Tinyurl Me Users Ko Preview Support Bhi Diya Jata Hai.

Ow.Ly :-

Ow.Ly Par Yadi User Short URL Banana Chahte Hai To Unhe Sabse Pahle Yaha Par Account Ki Requirement Hoti Hai. Yadi Apka Yaha Par Account Nahi Hair To, Ap Is Shortener Se URL Short Nahi Kar Sakenge. URL Shortener Karne Ke Liye User Yaha Apna Account Create Kare Our Asani Se Short URL Bana Sakte Hai.

Is.Gd ;-

Is Shortner Service Me Users Ko URL Ka Uniq Short Code Deti Hai. Ye Website Bilkul Free Hai. Ye Shortner Website Domain Is.Gd Se Short URL Generate Kar All Users Par Redirect Karti Hai.

Short URL Se Paise Kaise Kamaye ?

Internet Par Work Karne Vale Person Ko Short URL Karne Ki Requirement To Hoti Hi Hogi. Kai Bar Unhone Website Link ko Short URL Me Changed Kiya Hoga. Yadi Users Website Link Sharing Ka Kam Kare To Vah Kafi Paese Kama Sakte Hai. Internet Par Esi Kai URL Shortener Webside Available Hai Jo Apko Unki URL Ko Short Kar Sharing Karne Par Vah Apko Paese Degi.

Kya Karna Hoga In Website Par ?

Kai Users Is Tension Me Rahte Hai Ki Akhir Unhe Karna Kya Hoga? Apko Pareshan Hone Ki Jarurat Nahi Hai, Kyo Ki Ham Apko Batayenge Ki Akhir Apko Kis Format Me In Website Par Work Karna Hai.

Bina Mouse Computer Me Kaise Kam Kare, Kya Hai Shortcut Key

Dark Mode Kya Hai Kaise Use Kare

Best Selfie Kaise Lete Hai Tips In Hindi

Without Software Pendrive Ka Password Kaise Set Kare

Users Ko Unki Website Se Kisi Bhi Link Ko Copy Kar URL Shortener Me Link Short Kar Use Sabhi Jagah Sharing Karna Hoga. Jiske Bad Vah Company Apne Advertisement Sabhi Users Ko Dikhayegi. Jisse Vah Company To Paesa Kamayegi Hi Sath Hi Apko Mbhi Vah Paese Degi. Internet Par Esi Kai Website Apko Mil Jayegi Jo Users Ko URL Short Karne Par Paese Degi.

data-full-width-responsive="true">