Delete Contact Number Recover Kaise Kare

Jab Bhi Hamara Phone Kho Jata Hai, Ya Fir Chori Ho Jata Hai To Sabse Badi Problem Contact Number Ki Hoti Hai, Ki Ham Apne Contact Number Ko Kese Recover Kare. Lekin Apko Pareshan Hone Ki Jarurat Nahi Hai. Kyo Ki Aaj Ham Apko Ek Esi (YouTube How to Recover Deleted Contacts) Trick Batane Vale Hai Jisase Aap Apne Contact Number Ko Recover Kar Sakte Hai.

Jab Users New Phone Leta Hai, Tab Bhi Unke Sath Yahi Pareshani Hoti Hai Ki Vah Apne Contact Number Ko Kese Transfer Kare. Ek- Ek Contactko Save Karna Har Kisi Ke Liye Kafi Pareshani Vala Kam Hota Hai. Yadi Apse Galti Se Apke Contact Number Delete Bhi Ho Gaye Hai To Ap Unhe Recover Kar Sakte Hai. Apke Phone Setting Function Me Ese Kai Facility Hoti Hai Jinka Use Ka Aap Badi Asani Se Apne Sabhi Contact Number Recover Karne Ke Sath Transfer Bhi Kar Sakte Hai.

Gmail/E-Mail Me Contact Number Kaise Dekhe ?

*Users Sabse Pahle Apne Gmail Ko Open Kare.

*Left Side Gmail Ke Down Par Apko Ek Our Gmail Sign Show Hoga, Jis Par Apko Click Karna Hai.

*Users Ko Contact Option Show Hoga.

*Contact Par Click Kare.

*Ab Apki Computer Screen Par Apko Apke Phone Ke Sabhi Contact Show Honge.

*Users Inhe Copy Bhi Kar Sakte Hai.

Gmail Se Contact Number Share Kaise Kare ?

Users Yadi Apne Contact Number Kisi Other Person Ko Share Karna Chahte Hai To, Users Without Typing Ke Contact Copy Kar Compose Box Me Paste Kar De. Users Yaha Se Facebook, Gmail, Twitter Par Bhi Contact Number Share Kar Sakte Hai. Is Process Se Users Number Type Karte Huye Hone Vali Problem Se Bach Sakte Hai. Yadi Users Ko Apni Contacts List Me Show Nahi Ho Rahe Hai To, Vah Phone Settings Me Contact Backup Ko On Kar De.

Contact Number Ka Backup Kaise Banaye

Apne Mobile Me Save Contact Number Ka Gmail Par Backup Banana Ke Liye Apko Sabse Pahle Apne Phone Par Gmail Account Ko Login Karna Hoga. Account And Sync Ko Select Kar Add Account Option Par Click Kare. Ab Apni Gmail Account Information Ko Inter Kare. Users Apne Phone Par Gmail Account Activate Kar De. Ab Apke Phone Par Sabhi Phone Number Ka Backup Gmail Par Banta Jayega.

Delete Number Gmail Se Kaise Nikale ?

Kai Users Galti Se Apne Phone Se Contact Number Delete Ho Jate Hai. Lekin Users Un Number Ko Pavas Recover Karna Chahte Hai To, Iske Liye Users Ko Sabse Pahle Google Contact Me Jana Hoga, Jaha Apko Apke Sabhi Contact Show Honge. Lekin Apne Delete Number Recover Karne Ke Liye Apko Three Line Par Tap Karna Hoga. Ab Users Ko More Option Par Click Karna Hai. Jiske Bad Apki Screen Par Undo Changes Option Show Hoga.

Users Ko Time Select Karna Hoga Jab Usne Us Number Ko Delete Kiya Tha. Users Yaha Se Maximum 30 Days Me Kiye Gaye Delete Number Ko Recover Kar Sakte Hai. Time Select Karne Ke Bad Apko CONFIRM Par Tab Karna Hoga. Is Process Ke Bad Ap Dekhenge Ki Apke Dvara Jo Time Select Kiya Tha, Us Smay Ke Bich Apne Job Hi Number Ko Delete Kiya Tha Vah Recover Ho Gaye Hai.

Software Se Delete Number Recover Kaise Kare ?

Users Gmail Id Se Bhi Yadi Apne Delete Number Recover Nahi Kar Pata Hai To. Vah Software Se Delete Number Recover Kar Sakte Hai. Internet Par Ese Kai Apps Available Hai Jinka Use Kar Ham, Badi Asani Se Delete Number Recover Kar Sakte Hai. Aaj Ham Apko Kuchh Ese Recovery Softwares Ke Bare Me Batayenge Jo Apko Google Play Store Par Free & Paid Dono Condition Me Available Hai. In Recovery Softwares Ko Users Computer Me Install Kar Apne Delete Number Recovery Kar Sakte Hai.

Jiohosoft Android Phone Recovery Softwares ЁЯЩВ

Smartphone Se Delete Huye Mobile Number Ko Recover Karne Ke Liye Users Ke Liye Ye Softwares Bahut Hi Shandar Hai. Is Softwares Se Users All Data Recover Kar Sakta Hai. Jiske Liye Users Ko Is Softwares Ko Apne Computer Me Install Karna Hoga. Apne Phone Ko Cable Se Computer Me Connect Kar Apne Sabhi Delete Number Ko Recover Kar Sakte Hai.

Wondershare DR. Fone Android Softwares ЁЯЩВ

Ye Softwares Most Popular Data Recovery Software Hai.Iska Use Kar Users Easily Apne Connect Recover Kar Sakte Hai. Is Softwares Ko Use Karne Se Pahle Users Iska Trial Version Use Kar Le, Yadi Ap Cetisulfide Hote Hai To, Ap Is Softwares Ko Purchase Kar Iska Use Kar Sakte Hai.

Phonerescue Android Data Recovery Softwares ЁЯЩВ

Users Phonerescue Android Data Recovery Softwares Se Delete Contacts Ke Sath Photo, SMS, Video And All Files Ko Bhi Recover Kar Sakta Hai. Yadi Apke Pas Android Phone Hai To, Ye Software Apke Liye Better Option Ho Sakta Hai. Is Software Ko Bhi Purchase Karne Se Pahle Ap Trial Version Ka Use Kar Sakte Hai.

Easeus Mobisaver For Android Software ЁЯЩВ

Easeus Mobisaver For Android Software Users Ke Liye Free & Paid Me Available Hai. Users Pahle Free Software Ka Use Kare, Pur Unhe More Features Chahiye To, Vah Iska Paid Software Bhi Use Kar Sakte Hai, Jaha Apko Kai Tarah Ke Features Bhi Milenge. Contacts Ke Alawa Files Recover Ke Liye Bhi Ye Software Kafi IMPORTANT Hai.

Pen Drive рдХрд╛ Data рдХреИрд╕реЗ Recovery рдХрд░реЗрдВ, рдбрд╛рдЯрд╛ рд░рд┐рдХрд╡рд░ рдХрд░рдиреЗ рд╡рд╛рд▓рд╛ Software

Mobile рдХрд╛ Pattern Lock рдХреИрд╕реЗ рддреЛреЬреЗ, рд▓реЙрдХ рдореЛрдмрд╛рдЗрд▓ рдХреИрд╕реЗ рдЦреЛрд▓реЗрдВ?

Computer Screen Record рдХреИрд╕реЗ рдХрд░реЗрдВ, Software рдХреА рдорджрдж рд╕реЗ рдХреИрд╕реЗ рд╕реНрдХреНрд░реАрди рд░рд┐рдХреЙрд░реНрдб рдХрд░реЗрдВ?

Pen Drive рдореЗрдВ Lock рдпрд╛ Password рдХреИрд╕реЗ рд▓рдЧрд╛рдПрдБ рддрдерд╛ рд╣рдЯрд╛рдПрдБ?

рдпреЗ Mobile App рдЖрдкрдХреЗ реЮреЛрди рдореЗрдВ реЫрд░реВрд░ рд╣реЛрдиреЗ рдЪрд╛рд╣рд┐рдпреЗрдВ

data-full-width-responsive="true">