Top 5 Government app, jo har user ke liye hai faydemand

Top Government app in india

Digital India ke tahat har chij kafi badlti ja rahi hai. Sarkar app ke madhyam se ise badava diya ja raha hai. Government Digital India Ko Promot karne ke liye kai taraf ke Effort kar rahi hai.

Digital India me hark am ghar bete asani se ham kar sakte hai, Google play store par ese kai apps hai jinki madad se ham asani se Government work kar sakte hai.

Ham apko 5 ese apps ke bare me batayenge jinki madad se ap ghar bethe asani se Government kam kar sakte hai.

Digi locker app 

Yah ek Popular app hai, is app me ham government work Related kai Document ko Digital format me rakh sakte hai. Jese- driving license, Pan Card our bhi Certificate is app me save kar rakh sakte hai. Hame in Document ki Physical copy rakhne ki avshyakta nahi hogi.

Himmat Plus App 

Women safety ko dekhte huye is app ka ko banaya gaya hai. Jese ki ap name se hi samjh gaye honge ki yah mahilao ki safety ke liye hai. Is app ko use karne ke liye apko pahle Delhi Police ki Official Site par Registered karna hoga. Jiske bad yadi koi mahila mushkil me hai to bvah is app ki madad se sidhe Delhi Police Control room par Alert bhej sakti hai. Yaha tak ki Delhi Police ko Audio our location bhi miil jati hai.

MAadhaar app 

Aadhar Card sabhi ke pas hai, or ab to yah Government kam me bhi use ata hai. Har kahi sirf Aadhar Card ko hi Valid mana jata hai, hame hark ahi ise dena hota hai. digital format me Aadhaar card safe rakhne ke liye MAadhaar app bahut hi sahi app hai.

Voter whinepline app 

Election information ke liye ye app sabse kifayti hai, is app ki madad se ap Voter list me apna name Check karne ke lalava Candidate our enrollment information bhi jan sakte hai.

MyGov App 

Kai vykti apne suggestion ya Information ko Government tak pahuchana chahte hai, unke liye yah app gift hai. Vah is app ki madad se apne idea Government Ministry of Government Departments our Government Departments me pahucha sakte hai.

mAadhaar APP Kya hai, How to use mAadhaar App

Whatsapp Secret Chatting save kaise kare?

Without Blue Tick Whatsapp Message Kaise Padhe

WhatsApp and personal chats safe kaise rakhe?

Fake Apps Identify Tips :- Google Play Store Par Fake App Identity Kese Kare?

data-full-width-responsive="true">